47 thoughts on “वेब डेवलपर कैसे बने, Web developer बनने के लिए क्या करे | How to become a web developer in Hindi

  1. Suman tiwari says:

    Web developer kaise bane yah article kafi motivational hai. i liked

      1. Madam ladkiyo ko software engineer and web developer kyu pasand hai aur khaas vajha kya hai esme

        1. Seema Gautam says:

          Teacher/doctor ki life bahut boring hoti hai yar, mere pariwar me teacher aur doctor bhi hai.
          ek software engineer yani ek technology engineer hota hai. aaj ke jamane me technology kise pasand nahi hai.
          Vaise bade compny me software engineer ko karodo ke package me salary milti hai. iske alava full facility.
          Engineering me software engineer ki barabari koi nahi kar sakta. hackers ko bhi isnke nam se pasine chhut jate hai.

          1. कुछ डॉक्टर और टीचर भी INTERESTING होते है, मैडम जी.

          2. KUSHAL PAL SINGH says:

            Mam application development ke bare me bataye ple……

          3. Harshdeep kaut says:

            12 mai agar arts ke sath computer science rakhi ho to web developer ban sakte hai

          4. हां, पर आगे आपको BCA करना होगा..

  2. Varsha Tripathi says:

    I Liked software engineers. Mai bhi software engineer bananta chahti hu. aapka ye article kafi achha hai.

  3. Priti Shaw says:

    Y ek computer ka kaam h toh math v strong hona chahiye na

    1. सही कहा.. स्टडी के दौरान हो जाती है.

  4. SANTOSH ANAND says:

    Sir mai online course karna chahta hu.
    BCA KA .kaise and kis institute se .
    Please solution dijiyega.

    1. Online education ke liye bahut se institute hai, jaise.. SMUDE, IGNOU, DPIS.
      Aap adhik jaankari ke liye google me search kare “bca online course”

  5. Sohan Khedekar says:

    me b. com in computer applications kr rha hu to me kya kya bn skta hu kya me mobile application developer bn skta hu

  6. Suryakant shendage says:

    BCS Thik rahwga kay

  7. Ankit Majhi says:

    Web developer kaise bane without study in +2,+3 or graduation.

    1. इंटरनेट पे विडियो available होंगे सर्च करके देखे..

  8. Keshav khandelwal says:

    Ye web developer Ka course Hindhi se ho skta h ky or

    Ye konse institute se hota h

  9. वरुण सिंह says:

    मैने BSC math किया हुआ है क्या मैं वेब डेवलपर बन सकता हूँ plz sir गाइड me

    1. हां जी, आप वेब डेवलपर बन सकते हो.

  10. Ankit Pandey says:

    Nice post likhte ho bhai

  11. Sanjay Kumar Shukla says:

    Sir Mai khud ka summer & apprentice training institute kholana chahta hu but Hume ye nhi h ki center ka resistation or MD ki digree hone chahiye ,
    Sir Mai ek diploma in C S Engg. student hu please help mi

    1. institude ke liye registration karna jaruri ho sakta hai. lekin ye conform nahi hai. aap iske bare me registration office se ya kisi institute walo se conform kijiye.

  12. Saransh Sagar says:

    बहुत ही प्रेरणादायक लेख लिखा है वर्षा जी आपने ! खैर अन्य काफी महत्वपूर्ण बातें है जिसको सम्मिलित करना आवश्यक था वैसे !! फिर लेख लिखने के लिए साधुवाद !!

  13. tej singh says:

    sir mai bca kar raha hu to c++language ka diploma karu ya nahi

    1. BCA के दौरान आपको इसके बारे में पढाया जाएगा.

  14. Milap Singh says:

    Sir mai bsc plan bio se kar raha lekin mujhe ek web devloper banana hai to kya mai bina computer science ki digree ke web devloper ban sakta hu mujhe we designing ki basic knowlege hai pease mujhe jald guide kare

    1. हां, आप web development कोर्स करके web developer बन सकते है.

  15. sachin jagtap says:

    11th and 12th crop scince ke bad me b.c.a course kar sakta hu

  16. Ranjeet Singh says:

    Sir, maine arts se graduation kiya hai 2006 me . Aur Abhi mere pass opertunity hai saudi me web developer ka. So Mai is job ki training lekar kar sakta hu kya .meri English sahi hai. Ya iska course karna hoga aur ye kitne din ka hota hai. Please please guide kare.

    1. आप BA के बाद MCA कर सकते है, लेकिन कुछ युनिवर्सिटी में 12वीं में मैथ्स होना जरुरी है.

  17. Mene ignou se BCA ki h, ab mjh kya krna chahiye?

    1. आप किसी IT कंपनी में इंटर्नशिप के लिए अप्लाई कर सकती है, या फिर MCA कर सकती है.

  18. Vikas Kumar says:

    Sir mai b.a kar chuka hu kya mai web development ka course kar sakta hu aur course duration kya hai aus fees kya hogi

    1. हां कर सकते है, लेकिन आपको काफी मेहनत करनी पड सकती है. इसमें कोडिंग, प्रोग्रामिंग लैंग्वेज को समझना होता है, इसके लिए आप web development के कुछ शार्ट टर्म कोर्सेज कर सकते है. या फिर आप MCA भी कर सकते है.

  19. Ratnesh sharma says:

    Nice Blog, Informative and useful

  20. Anurag Dashore says:

    Web Development me kon kon se courses aate hai jise hame PHP Language ke saath karna chahiye.

    1. आप इसके बारे में गूगल में “web development course in india” ऐसा लिखकर सर्च करे, आपको जानकारी मिल जायेगी.

  21. excellent post, very informative. I wonder why the other experts of this sector do not notice this. You should continue your writing. I am confident, you have a great readers’ base already!

  22. Arshad Raza says:

    Mai arts se 11th -12th kiya hu to kya mai web developer ban sakta hu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *