71 thoughts on “ग्राम विकास अधिकारी कैसे बने (VDO Kaise Bane) पंचायत अधिकारी बनने के लिए क्या करे

  1. Nikhil Chaudhari says:

    Sir mai BA Pass hu, kya mai gramsevak bhari me form bhar sakta hu.

    1. Jai singh says:

      Sir vdo ke liye form niklte hai ya kya hota hai
      Me vdo banna chata hu
      Mere paas 12th bhi hai or computer course bhi

      1. जीं हां vacancy आती है. आप गूगल में “vdo jobs” लिखकर सर्च करे, जानकारी मिल जायेगी.

        1. Akash sangale says:

          Sir meri age 19 year hain main 12 pass hu 54 % hain kya main aavedan kar sakta hun main maharashtra rajya se hun kya aap mujhe bata sakte ho ki vdo ki bharti kab aur kis mahine maim aati hain aap mujhe jaroor repliy dena

          1. अभी 6 महीने पहले आई थी भर्ती.. मार्च-अप्रैल में.. आप तैयारी शुरू करे.. भर्ती आते रहती है.

  2. bhagirathi sahu says:

    सर मै BA पास कर चुकी हुं, 55प्रतिशत आया है मै ग्राम विकास अधिकारी बनकर गाँव का विकास करना चाहता हूँ इसके लिए मुझे कब किया करना चाहिए ! कब किस महीने में अावेदन फार्म निकलता है इसके परीक्षा के लिए कौन सी किताब पढनी चाहिए ! कैसी तैयारी करनी चाहिए

    1. आप किस स्टेट से है. आप पहले इस सवाल का जवाब दीजिये.

  3. Vinod Sarve says:

    Hello sir meri age abhi 17.9 mahine hai, kya mai “Gramsevak” apply kar sakta hu.

    1. जी नहीं.. इसके लिए आपकी उर्म 18 साल पूरी होनी चाहिए.

  4. Vikas suryawanshee says:

    Hello sir ..Sir me 12 th clear hu or bsc last year h to kya me gram sevak me form dal sakta hu ..Sir mera state mp or district agar malva h

    1. हां डाल सकते है, लेकिन आपको भर्ती अधिसूचना की जानकारी को फॉलो करते हुए आगे बढ़ना है..

      1. Shiv Kumar urf Vishal Raghav says:

        Sir ji Mene BA pass Kar liya hai Mai vdo banna Chahta hu plz aap mujhe btaye ki mujhe kya Karna Hoga..

        1. आप vacancy आने पर अप्लाई कर सकते है. आप इसके लिए अभी तैयारी शुरू कर सकते है.

        2. Laxman singh mahant says:

          Me police me jaana chahta hu mujhe kya krna hai

          1. आप पुलिस भर्ती की तैयारी शुरू करे..

    2. अभय जी.. आप किस राज्य से क्योंकि कुछ कुछ राज्यों में इसके लिए शैक्षणिक योग्यता स्नातक मांगी जा रही है.

      1. Vinod Patel says:

        Sir me 16 saal ka hu muje bhi gram sevek banana Hai me request Karta hu Ki aap muje aage ka margdarsan karave muje iske liye Kya Kya Kar na hoga Puri jankari dijiye me Rajasthan state se hu aur district udaipure

        1. आप पहले अपना ग्रेजुएशन पूरा करे उसके बाद अपने राज्य से अनुसार कंप्यूटर का कोर्स करे. उसके बाद वैकेंसी आने पर नौकरी के लिए अप्लाई करे.

  5. NAeem Khan says:

    Pleas help me about this make sachiv

      1. Ruchi bijlwan says:

        Computer cors kitne mahine tak ka chahiye plzz sir reply keejiye

          1. Hello sir
            Mai MP state se hu
            To mai kya Maharashtra me
            Gram sevak ke liye apply kar sakta hu kya
            Plz reply dijiye

          2. शायद नहीं, आप केवल अपने राज्य की भर्ती के लिए ही अप्लाई कर सकते है.

        1. Pankaj sahani says:

          Sir..is exam ko paas krne ke baad aur interview v paas krne ke baad physical test v hota hai kya..
          I mean isme physical body v Dekha jata hai…as height weight as type.
          Tell me sir plzzz..

          1. इस नौकरी के लिए विकलांग भी आवेदन कर सकते है. height weight की शर्त नहीं है.

          2. Lokendra singh says:

            Sir y vacancy mp m bhi nikalti h kya or ha to mp m konsa computer diploma chahiye

  6. hello sir, me b.a kiya hai, eske liye medhe ccc karna jaruri hai,

    1. हां कंप्यूटर कोर्स जरुरी है. आर्टिकल में दिया पॉइंट अच्छी तरह पढ़े.

  7. Sir g
    Mene 12th 77% photographi subject se or graduation me b.com 52% se passout kiya h but 10th. 46% h or English thodi week he merit to me vdo renk ke liye form apply kr sakta hu kya please batayen

    1. हां यदि कंप्यूटर कोर्स हुआ है तो आप अप्लाई कर सकते है..

  8. Simran Wasnik says:

    Hlw sir meri age 18 years hai aur me gram sewak banana chahati hu to muzhe sabse phle kya krna hoga…Me only 12 pass hu aur mscit bhi usme muzhe86% mile aab me kya karu

    1. आपको अपना ग्रेजुशन पूरा कर लेना चाहिए. इसके साथ इसकी तैयारी भी शुरू कर देनी चाहिए.

      1. Ajay Kumar rai says:

        Kya BCA WALO KO VDO YA KISI BHI SARKARI JOB KE LIYE CCC KRNA JARURI HAI?. I’M FROM UP
        PLZ ANS

        1. Ajay Kaur says:

          I Think nahi kyonki BCA apne aap me ek bahut bada computer course hai.

  9. Sawan sable says:

    Hello sir mene bca kiya hua mujhe odo banna h to kya m apply kr skta hu

    1. Apurva Tiwari says:

      I Thinks Yes. You are eligible.

  10. Sumit choudhary says:

    सर में इंदौर मध्य प्रदेश में रहता हूं मेरा ग्रेजुएशन हो चुका है मैं ग्राम पंचायत सचिव बनना चाहता हूं इसके लिए मुझे क्या करना पड़ेगा इस की भर्तियां कब और कैसे निकलती है कृपया मार्गदर्शन दीजिए

    1. सुमित चौधरी जी.. ग्राम पंचायत सचिव की भर्ती की जानकारी के लिए आप गूगल में “mp gram panchayat sachiv bharti” लिखकर सर्च कीजिये. सबंधित जानकारी आपको मिल जायेगी.

  11. Ashwani Yadav says:

    Sir physical exam me race kitne miter ka hota hai

    1. Ankita tiwari says:

      Shayad isme race nahi hoti hai, mai bhi iski taiyari kar rahi hu.

  12. Dilip Besra says:

    Meri padhaai BA complete hai aur mere percentage 59% hai aur Main gramsevak padadhikari Banna chahta hun iske liye kaun si padhaai ki jarurat hai aur kaun sa book padhe karna chahie Iske bare mein Mujhe Jankari Nahin Hai is bare Mujhe Sahi Jankari den aur Mujhe Samay se upar Jankari dete Rahen dhanyvad

    1. आप गूगल में “gram sevak bharti books” ऐसे लिखकर सर्च करे. आपकों books से सबंधित जानकारी मिल जायेगी. जी जरुर, आप हमसे कमेंट के माध्यम से जुड़े रहे.

  13. Sar Rajasthan mein gram Sevak banne ke liye kya yogyata he

    1. Rajasthan में शिक्षा स्नातक जरुरी है. बाकि सेम है.

  14. Sudarshan kumar says:

    Sir mai inter pass aur uske sath ccc ka marksheet hai aur age bhi 18 hai graduation magta hai kya sir kab tak ayega sir vdo online karaye

  15. mem mene abi 2018me graduation complete ki hai… me uttarkahnd ke uttarkashi se hun ky aaap mujy bta skte hai ki ynha gramvikashadhikaari ki bhrti kab nikalygi ya ouske form ke baare me koi information plzz mem i need your help

    1. कब निकलेगी यह कन्फर्म नहीं है, लेकिन आप Preparation शुरू कर सकते है. क्योंकि पंचायती राज विभाग ने ग्राम पंचायत विकास अधिकारी के रिक्त 197 पदों पर भर्ती के लिए संशोधित प्रस्ताव चयन आयोग को भेज दिया है. इसके मुताबिक कह सकते है कि जल्द भर्ती हो सकती है.

  16. RAKESH SARYAM says:

    SIR MERE PAS COMPUTER KA DIPLOMA NHI HAI MENE COMPUTER KA BESIC COURS KYA HU TO SIR ME GRAM SACHIB KE LIYE APLAYA KAR SAKTA HU YA NNI …. ME ABH I B.A. FAST YEAR ME HU

    1. कंप्यूटर का डिप्लोमा आवश्यक है.

  17. RAKESH SARYAM says:

    SIR GRAM SACHIV BANNE KE LIYE GRAGUATION CAMPLIT HONA JARURI HAI

    1. हां जी, जरुरी है, अभी अधिकांश भर्तियों में GRADUATION की मांग की जा रही है.

  18. Munita Kumari says:

    Sir meri graduation fainal ho gya h

    1. क्या आप कंप्यूटर कोर्स भी कर लिया है, यदि हां तो आप ग्राम विकास अधिकारी के लिए पात्र है.

  19. Sir ye jruri he ki ccc computer course ho mene o level kiya he to wo bi computer course hi he…

    1. क्या आपने 1 वर्ष का DOEACC यह कोर्स किया है?

  20. Khushi Singh says:

    Ye form Ranchi jharkhand ke liye kab niklata. H bataye

    1. इसके लिए कोई निश्चित समय नहीं है, जब जरुरत होती है, तभी भर्ती की जाती है.

  21. Tarubar Singh says:

    Mujhe bhi form dalna Hai Ji 12 th pass Hu BSC running me Hai form Dal sakte Hai Ji kya

    1. आप BSC के बाद अप्लाई कीजियेगा.

  22. Tarubar Singh says:

    Mp se Hu medam Kya abhi vacancy nikali Hai Kya gram vikas Adhikari ke liye please mem batana jarur

    1. नहीं अभी कोई भर्ती नहीं दिख रही है.

  23. Sir me Bikaner, Rajasthan se hu sir me Gramsevak ke liye konsi books padhu

    1. आप गूगल में “rajasthan gram sevak book” लिखकर सर्च करे. वहां आपको बुक्स की जानकारी मिल जायेगी.

  24. Rk pandey says:

    Sir kya iss vdo ke liye ladies apply kar sakti h
    I means kya girl vdo bn sakti h

  25. Omprakash Kumawat says:

    Sir, me Rajasthan se hu
    Me bsc 2nd year me hu
    तो क्या me vdo ka form bhar sakta hu?

    1. आप ग्रेजुएशन के बाद अप्लाई कर सकेंगे.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *