225 thoughts on “IPS Officer Kaise Bane | आईपीएस अधिकारी बनने के लिए क्या करे?

  1. RUCHI DHAKED says:

    THANKS FOR YOU GIVE ME KNOWLEDGE IN ABOUT IPS

    1. sir abhi to mera 11th h mathmatics se to mai age kaun sa course choice karu
      and uske bad mughe IPS officer banana hai so please help me

      1. Isha इसके लिए ऐसी कोई सब्जेक्ट या कोर्स की शर्त नहीं है, आप किसी भी कोर्स में ग्रेजुशन पूरा कर आईपीएस के लिए अप्लाई कर सकती है.

        1. Narsingh Dewasi says:

          Sir
          mene 10th mein fel Ho Gaya tha 2015 me , Mene school sod di thi ustime , ab mujhe padhai karke IPS Banna he to me Kaya karu Aap uske bareme Kush Bata Sakte ho Please

          1. आपको पहले अपना ग्रेजुशन पूरा करना होगा उसके बाद UPSC की तैयारी करनी होगी

          2. Shivani Gupta says:

            Sir Mai graduation complete kr chuki hi my dream ips bnne k h to Mai IPS ke liye kaun si books ki Lu please btao

          3. इसके लिए ऑनलाइन स्टोर पर कई Books अवेलेबल है, आप गूगल में ips exam books लिखकर सर्च करे, जानकारी मिल जायेगी.

      2. ashutosh pal says:

        mai bhi 11 math se hai aur mai bhi ips banna chahta hoo kya hum dono mil kar tayari kar sakte hai thanks

        1. Shivam maurya says:

          Sir main engineering kar raha hoon kya main IPS officer ban sakta hoon

    2. Neetu sen says:

      Hllo sir
      Mene abhi 2 june ko IAS k exam diya tha pr clear nhi kr payi .. Kya m ab IPS ka form bhr skti hu koi prblm to nhi hogi exam time m…..

    3. Nikhil Aske says:

      12th me ketani percentage Cahiye please reply sir

      1. इसके लिए 12वी के नहीं, Graduation के percentage देखे जाते है.

  2. Ips banane ke liye 10th ke baad konsa subject le

    1. Dewang diwakar says:

      Sir ips banne ke liye 10 me science lena chahiye ya commerce sir please bataiye

      1. इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है. आप अपने इंटरेस्ट के अनुसार विषय चुने.

  3. Sonu salvi says:

    Ips banane ke lia 12th bad konsa subject lena pdega

  4. Ips bane k liye 12 k baad kon sa subject lena hoga

    1. IPS Ke liye Aap kisi bhi steam me graduation kar sakti hai. lekin Bsc agar karte hai to english bhi better ho jaayegi.

  5. sachin gupta says:

    sir mai class twelve ka exam deya hu mujhko ips officer bnna h to but mere math thodi weak h to mai age kya kru kaise krru officer ke liye.please help me Sir

    1. aapko maths pe adhik focus karna chahiye. abhi se aap usase adhik concentrate kiya karo, aage koi prob nahi hogi.

  6. Sanita yadav says:

    Sir hamane b.a .kar liya hai please hame bataye ki kya mai ips officer ka form bhar sakati hu. Sir maine ncc nahi kiya hai ips officer banane me koi problem to nahi hoga.

    1. Sir me commerce 1st year ki student hu kya m IPS bnne ki tyari kr skti hu kya

      1. हां, लेकिन अप्लाई सिर्फ ग्रेजुएशन के बाद ही कर सकते है.

  7. Sanita yadav says:

    Sir mai 11th me hu mai abhi se ips officer ki taiyari karana chahati hu eske liye mujhe kaun si book padhana chahiye. Sir ips officer ki taiyari kaise kare achhe tarike se.

    1. Sanita yadav says:

      Sir mai 11th me hu mai abhi se ips officer ki taiyari karana chahati hu eske liye mujhe kaun si book padhana chahiye.sir ips officer ki taiyari kaise kare achhe tarike se. Kaun si prakashan ki book padhe.

  8. Sanita yadav says:

    Sir mai 11th me hu mai abhi se ips officer ki taiyari karana chahati hu eske liye mujhe kaun si book padhana chahiye . Sir ips officer ki taiyari kaise kare achhe tarike se. Kaun si prakashan ki book padhe.

    1. Sanita जी, आप सबसे ज्यादा GK पर फोकस करे, वैसे आप अभी आप 11th में हो अभी आपको सिर्फ GK के साथ 12th की पढाई के बारे सोचना चाहिए.

  9. sir mairi abhi bilkul bhi taiyari nhi h ips ki but mai ab karna chahta hu toh mujhe ips banane me kitne year lag jayenge plz help me maine abhi 12th pass ki h

    1. Aap ips ke liye abhi se taiyari kar sakte ho. but aapka graduation pura hona jaruri hai uske bad hi aap apply kar sakte ho. maximum 4-5 years.

      1. Mood Sarmad says:

        Sir meri bachpan se tamanna hai ki mei a ips officer banu mere abbu ki bhi yahi khawahish hai sir mein 12 me hun complete karne ke bad keya karun kis subject ko choose karun please sir bataiye

        1. इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है, वैसे आप 12वी में किस सुब्जेक्ट में पढ़ रहे है.

        2. Sir Mai 11th Mai hu or Maine arts le liya hai aur Mai ips ki tayari Karna chahta hu to Mai abhi se tayari Karna chahta hu to Mai kya karu

  10. Really i need to much

      1. Satya prakash Rai says:

        Sir ips bnne ke liye class 12 me koon si subject choose krna chahiye

        1. आपको अपने इंटरेस्ट के अनुसार विषय का चयन करना चाहिए. वैसे आपने दसवीं तक किस faculty में पढाई की है?

      2. AnjaliNaik says:

        Sir
        Mey sundargarh ki hu par mey avi 10th exam de chuki hu par mey sir arts li hu to mey ips ban paugi kiy sir please

      1. Sir laddy medical training ladkiya hi leti h kya

        1. प्रशांति मिश्रा says:

          हां शायद.. लेडीज ही लेती है.

  11. Sir mene 12th kar li ab kon si graduation karu…. please help

    1. Shobha जी आप किसी भी सब्जेक्ट में Graduation कर सकती है, इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है. सिर्फ Graduation होना चाहिए.

  12. Raghuveer Charan says:

    Bahut acchi jankari di hai sir apne bahut acchi jankari hai IAS banne ke liye or iski tayari karne k liye

  13. Sir mara head thora cut gaya kya ma cid ban pauanga please bataa

    1. आपके कहने का मतलब आपके सर पे कटने निशान है, इससे मेडिकल में थोड़ी परेशानी हो सकती है, इसके बारे में किसी अच्छे डॉक्टर की सलाह अवश्य ले.

      1. Saurav kumar says:

        Kon sa subject graduation karne ke liye chahiye. Social thik hai graduation karne ke liye

        1. आपका जिसमे इंटरेस्ट उसी में ग्रेजुशन करे, इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है.

  14. Dinesh Parte says:

    Meri sister ko ips banna hai but use chashma lagta hai. To kya vo exam de sakti hai .physical test me pass ho sakti hai.

    1. दिनेश सर, आजकल पढाई के ट्रेस की वजह से, मोबाइल कंप्यूटर की लाइट से बचने के लिए हर कोई चस्मा पहनते है. अगर आपके सिस्टर की भी यही समस्या है तो वो आसानी से Physical test पास कर लेगी. अगर कोई आँखों की गंभीर समस्या होगी तो फिर कह नहीं सकते. क्या आप बता सकते है की कोई आँखों की गंभीर समस्या तो नहीं है ना.

  15. Sanita yadav says:

    Sir ips officer banane ke liye kaun si book padhana hoga.mujhe kuch books ke naam bata dijiye.

    1. Sanita जी आपको सिविल परीक्षा बुक खरीदनी होगी. जो किसी भी स्पर्धापरीक्षा बुक स्टाल पर मिल जायेगी. 2018 वाली ख़रीदे.

  16. Azeem usmani says:

    Sir main exam mein paper
    Kitne ,kis tarah ke hote aur kaise hote hain ,Inme kis type ke questions puche jaate hain

  17. Bhavesh k upadhyay says:

    Sir mera nam bhavesh he me ahemdabad se hu me qatar me job karta hu me to ache se par nahi paya mager me apni bati ko ips bana chata hu mari bati bi parne me bi hosiyar he me usko ips officer banana chata hu to muje iske liye keya keya teyari karni hogi mari bati ko me english midum pararaha hu or muje keya keya karna hoga pls muje bataye .
    Or ak bat puch ni he aap se kisi ne muje khaha tha ki jadatar ips officer uhti se niklte he to aap ki bati ko udher se education karao keya se bat sahi he pls muje bataye

    1. ऐसा नहीं है, अगर आप अपने बेटी को सही गाइडेंस देते हो, सही पढाई करवाते हो, आपके बेटी में वो काबिलियत हो जाए जो एक आईपीएस में होनी चाहिए तो आप की बेटी भी आईपीएस बन सकती है. आप अपने बेटी को ऐसे तैयार करे की वो आईपीएस के काबिल हो जाए, वैसे हम जानना चाहते है की आपकी बेटी अभी कोंनसे क्लास पढ़ रही है..

  18. Rahul Gupta says:

    Sir, Mei Abhi BA final year mei hu from IGNOU.. Mei IPS officer banna chahta hu aur iske liye mei ji jaan laga dunga..sir lekin meri class 10th mei 60%, aur 12th mei below 50% hai.. toh problem hogi kya..?
    Ab mei apni study par kaafi focus karney laga hu.. agar mei ab se apni study ko ache se karu toh kya mei IPS officer ban sakta hu..?
    Meri GK bhi kaafi achi ho gayi hai..mei apney study ko ache se kar raha hu..
    Iske liye kon si book ko ache se padhni hogi?

    1. कोई प्रॉब्लम नहीं होगी.. सबसे इम्पोर्टेंट GK ही तो है.. आप सिविल परीक्षा की कोई भी अच्छी सी बुक खरीद कर स्टडी कर सकते है..

      1. Rahul Gupta says:

        Thank you so much sir..
        Aur isko vacancy kab nikalti hai..??

  19. Ravi kumar says:

    Sir mera naam Ravi hai mera isc me matr 47 parsent Marks hai abhi mai bsc kar rha hu kya mai IAS officer Ban skta hu please help Sir

  20. Saurabh kumar says:

    Sir mai 12th ka student hu mai cid join kerna chahta hu aap log batao mujhe kya kerna hoga

  21. Saurabh kumar says:

    Sir mai 12th ka student hu aur mai cid join kerna chahta hu cid join Kerne ke Liye mujhe kya kerna hoga aap mujhe mere mobile number per sms kerke bataye aapki ati mahan kirpa hogi metal mobile number 7466917164

  22. Sneha giri says:

    Sir. Mene 10th class pass kiya h
    Ips officer banane ke liye kon sa subject choice kru…
    Pls tell me ..Sir

    1. स्नेहा.. आपने 10 वी क्लास किस सब्जेक्ट से पास किया.. आर्ट, साइंस या अन्य.. पहले यह बताये..

  23. Chandan patel says:

    Sir mai 12 the pass kiya hu and IPS banana chahta hu lekin 12th exam ke time mera accident ho gaya jisse mai one subject me jyada nahi likh pays aur grace lag gaya hai mai ak sal pichhe nahi Jana chahta agar mai aage college kar lu to kya meghe upsc me koe paresani hogi

  24. Sneha giri says:

    Sir mene math science se 10th pass kiya hh me 11th me kon sa subject lu ips ki tayari ke liye

    1. स्नेहा आप साइंस या कॉमर्स ले सकती है, अगर आपकी इंग्लिश अच्छी है तो साइंस ही ले..

  25. Sneha giri says:

    Thankyu sir me science lungi thnx

    1. स्नेहा.. आप इस वेबसाइट के बारे में अपने दोस्तों को भी जरुर बताये..

  26. Sneha giri says:

    Sir upsc ki coaching kab se start karte hh

    1. हर जगह की कोचिंग सैडुल अलग अलग होता है.. वैसे आप इसकी तैयारी घर पर ही कर सकते हो.

  27. Sir IPS officer banne ke liye college me konsa grejuetion krna hoga or konsi exam deni hogi

      1. Shruti yadav says:

        I am confused…. My subject biology and my aim is ips…. But college me konsa subject better hai

        1. IPS के लिए सब्जेक्ट की ऐसी कोई शर्त नहीं है, आप किसी भी सब्जेक्ट से ग्रेजुशन कर सकती है. आप पहले ये बताये की आप कौनसे क्लास में पढ़े रहे हो. क्या आप 12th क्लास में हो या 12वी हो गई ?

          1. Deepika dudi says:

            6

          2. 6 लिखने का मतलब नहीं समझे हम, कृपया अपना सवाल पूरा लिखे..

  28. Sir crime branch me jane ke liye kya karna padta hai or kon si padai karni hain

  29. Kanhaiya Kumar says:

    Sir ham inter art say parhai hai usmay subject hai eng150n Hind 50 psychology, economic , history hai to ham B.A may con SA subject lay ki ham IPS ban Saktai hai sir

    1. Kanhaiya Kumar जी.. आईपीएस- के लिए आप किसी भी subject में ग्रेजुशन करके आईपीएस के लिए अप्लाई कर सकते है. इसमें किसी भी subject की ऐसी कोई शर्त नहीं है. आपका इंटरेस्ट जिस सब्जेक्ट में अधिक है वो ही subject चुने.

  30. Shweta singh says:

    Sir..maine bsc me pcm liya hai..upsc ka exam dene k liye pcm hi hona chahiye…ya kisi ar sub se de skti hu..

    1. सिर्फ ग्रेजुशन जरुरी है, चाहे वो किसी भी subject में क्यों ना हो..

  31. Mathematics me kitna focus hona chahiye..?
    Or kon se leve l tk mathematics aati hai exams me..?

      1. Pradeep Charpota says:

        Sir
        IPS ki taiyari ke liye konsi gaid (book) best hai

        1. आप amazon पे ips study book लिखकर सर्च करे मिल जायेगी आपको.

        2. Suraj singh says:

          10th ke bad commerce lekar ips officer ban sakte he kya jii

          1. हां Commerce स्टूडेंट्स से IPS के लिए अप्लाई कर सकते है.

  32. Sunita kushwaha says:

    Sir me bhi ips officer bnna chahti hu uske liye mujhe kon kon si bdhai karni hogi

    1. आपको upsc सिविल सर्विस परीक्षा के अनुसार पढाई करनी होगी. अधिक जानकारी के लिए यहाँ क्लिक करे

  33. Avani Jharariya says:

    सर मुजे पढाई के लिए लोन मिल सकता है क्या ?

  34. Sir ips banana ke liye konasi books padhni chahiye / subject konase konase hote hai

    1. Anjali Tiwari says:

      Prelims paper – I (200 mark)

      >> Current events of national and international importance
      >> History of India and Indian National Movement
      >> Indian and World Geography – Physical, Social, Economic Geography of India and the World
      >> Indian Polity and Governance – Constitution, Political System, Panchayati Raj, Public Policy, Rights Issues, etc
      >> Economic and Social Development – Sustainable Development, Poverty, Inclusion, Demographics, Social Sector initiatives, etc
      >> General issues on Environmental Ecology, Bio-diversity and Climate Change – that do not require subject specialisation General Science
      .

      Prelims paper – II (200 mark)

      >> Comprehension
      >> Interpersonal skills including communication skills;
      >> Logical reasoning and analytical ability
      >> Decision-making and problem solving
      >> General mental ability
      >> Basic numeracy (numbers and their relations, orders of magnitude, etc.) (Class X level), Data interpretation (charts, graphs, tables, data sufficiency etc. – Class X level)

      ———————-
      ———————-
      IPS MAIN EXAM

      Paper A : Modern Indian language – 300 Marks
      .
      Comprehension of given passages
      Precis Writing Usage and Vocabulary
      Short Essay
      Translation from English to the Indian language and vice-versa
      .
      Paper B : English language. Total Marks 300.
      .
      Comprehension of given passages
      Precis Writing
      Usage and Vocabulary
      Short Essay
      ——————————

      Paper-I Essay : It Can be written in the medium or language of the candidate’s choice) 250
      .
      Paper-II : General Studies-I (Culture and Indian Heritage|History and Geography of the World and Society) 250
      .
      Paper- III : General Studies –II (Constitution| Governance| Social Justice| Polity| and International relations) 250
      .
      Paper-IV : General Studies –III (Economic Development| Technology| Environment| Biodiversity| Disaster Management and Security) 250
      .
      Paper-V : General Studies –IV (Aptitude| Integrity| and Ethics) 250
      .
      Paper-VI : Optional Subject – Paper 1 250
      .
      Paper-VII : Optional Subject – Paper 2 250

  35. Sir ji mai science me bio lekar age padai kar raha hu to kay mai upsc Exam de sakta hu…?

      1. Bajrang Lal says:

        Sir mene abhi 12th pass ki h69% se kya mai ips ki teyari kr skta hu

        1. हां तैयारी कर सकते है. पर आप ग्रेजुएशन के बाद ही अप्लाई कर पायेंगे.

  36. Shivam kumar says:

    SIR ME 12TH COMMERCE KA STUDENT HOO AUR MUJHHE IPS OFFICER BANNA CHAHOOTA HOO KYA MAIN IPS KA EXAM DE SAKTA HOO

    1. हां सिवम जी आप IAS Officer बन सकते है, IAS की परीक्षा दे सकते है, लेकिन इसके लिए आपको ग्रेजुशन पूरा करना होगा.

      1. Dhananjay says:

        Sir mai 10 class me hu mujhe IPS bane ke liye kya karna hoga maths ya science me sabse jyada focus kis subject me karu Sir please help me aur English must hai kya Sir please help me

        1. आईपीएस बनने के लिए इन दोनों विषयों पर फोकस जरुरी है. हां इंग्लिश भी जरुरी है.

  37. Sunil seervi says:

    Ser IPS ki teyari ke lia kitne hours and kitne sal take karni hoti hai

    1. IPS के लिए तैयारी कैसे करते है, इसपे डिपेंड करता है. यदि आप कोचिंग का सहारा लेते है तो इसे 6 महीने में पूरा कर सकते है Otherwise एक या डेढ़ साल भी लग सकता है, क्योंकि यह सबसे कठिन परीक्षाओं में से एक है. हर आवेदकों ने इसके लिए रोजाना 2 hours जरुर पढाई करनी चाहिए.

  38. Sunil seervi says:

    Ser me obc category ka student hu and meri height 161cm hai to me IPS ke lia select ho Santa hu kya

  39. Sunil seervi says:

    Ser kya IPS ki teyari pmt (doctor)
    leval jitni karni padti he kya

    1. जी नहीं.. यह परीक्षा upsc के थ्रो होती है, इसकी अधिक जानकारी के लिए https://goo.gl/yzu5EH ये क्लिक चेक करे.

    2. Sir me b. Com. 1st year me hu mujhe ips Banana h but mujhe or jankari chahiye

      1. आप ग्रेजुएशन के बाद UPSC परीक्षा के लिए अप्लाई कर सकते है. आप परीक्षा की तैयारी के अभी से सेल्फ स्टडी पर फोकस करे, सेल्फ स्टडी में GK को टारगेट करे.

  40. JITENDRA KUMAR says:

    Sir UPSC ki Pramaad patrika kaise prapt karen ???AND
    UPSC ka exam tick marka hota hai ya asy me Net par to asy me dikha raha hai

    1. >> UPSC पास होने के बाद..
      >> टिक मार्क वाला और लिखने वाला भी..

  41. Sir Mera graduation is sal complete huva hai lekin Maine isase pehle ips exam ki koi preparation nahi ki hai so muze Kya Krna padega

  42. RAJNISH KUMAR says:

    Sir mera graduation complete ho gya.
    Me IPS ka tairy karna chhahta hu so kaise or kon se book se tairy karu

  43. Parmar khemsingh says:

    Sir IPS officer banne ke liye kitni age honi chiya

  44. Deepak Gautam says:

    Sir Mera Name Deepak Hai. Mene 12th Class Agriculture (AG) Se kiya hai. Sir mujhe Graduation me kya karna chahiye. jis se Mujhe IPS Officer Banne me jaruri ho.

    1. दीपक जी, इसके लिए ऐसी कोई शर्त नहीं है, सिर्फ ग्रेजुशन होना जरुरी है.

      1. Akshay Thakur says:

        Sir Maine 12th science se Kiya hai or B.Sc 2nd year complete ho gya ab Agee Kya karna hai

        1. पहले ग्रेजुएशन पूरा कीजिये उसके बाद UPSC CSE परीक्षा की तैयारी सुरु करना है.

  45. Arvind Kumar says:

    Sir books kon si use kare please Bata di jiye

    1. Rishabh Gujar says:

      Go to amazon & Find upsc exam book

  46. Andy Jadeja says:

    Very nice information, kafi details me samjhaya hai aapne.

  47. Sir ips banne k lia kis type se or kon si book se study karni hogi kuch books k name bta do sir

    1. आपको upsc exam के अनुसार पढाई करनी होगी.. इसके लिए आप अमेज़न से upsc exam book खरीद सकते है या फिर इसके लिए कोचिंग लगा सकते है.

  48. Amjad khan says:

    Sir Mene commerce se b. Com kiya h Kya me ips Ke liye form bhar Sakta hu

    1. जी हां आप ips के लिए फॉर्म भर सकते है.

  49. SHAITAN GURJAR says:

    Sir mere graduation me 38% hi h kya Mene IPS me apply Kar sakta hu

      1. Vikas more says:

        Sir ips ke liye 12 th me Konsa subject liye math Leya sakte hai

  50. Arjun parmar says:

    Sir ji IPS officer banne ke liye kon se subject ka chunave kre or mains exam me kitne subject hote he or sir self study ke liye kon se book se reding kare

    1. इसके लिए किसी भी subject का चुनाव कर सकते है, इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है. बाकि अन्य जानकारी के लिए “Anjali Tiwari” जी ka कमेंट चेक करे.

  51. Mohammad Faisal says:

    Sir m bahut garib Ghar see hu but Meri wish 8th class see thi ki m ips officer Banu but abhi m 12 m hu aur pcm group ka hu isliy ips banne ke liy all total kitna Paisa lag jaayga aur Meri gk aur current affairs bhot week h isliy mujhe koi problem hogi Kya aur m Muslim group ka bhi hu m ips k liy ja sakta hu ya nahi plz,,, sir bta do,,,,,,

    1. >> इसमें ज्यादा कोई खर्चा नहीं लगेगा, सिर्फ upsc की कोचिंग का खर्चा ही है.
      >> जी हाँ आप ग्रेजुशन के बाद IPS के लिए Eligible है.

      1. Mohammad faisal says:

        Sir aek chij aur ki m Muslim group ka hu m ja paonga

  52. Mohammad faisal says:

    Sir total Paisa kitna lagta h ips m

  53. Mohammad faisal says:

    Sir phir bhi coaching ka kitna Paisa lagta h

  54. IPS banne ke liye 12th ke bad Bsc kr sakate h kis sub se kre

  55. Agr kr sakte h to uske bad kya karna chahiye

    1. UPSC परीक्षा की तैयारी करनी चाहिए..

  56. हां हिंदी/इंग्लिश में होता है..

  57. Sneha Srivastava says:

    Sir Mai abhi Iti Kar rahi hu. Maine inter math se kiya h. Or agar me graduation BA Karu or sath me NCC bhi kar lu to ye sahi rahega.. Kya isme NCC Karne se kuch benefits h. Plz reply

    1. हां स्नेहा जी, NCC का Benefits मिलता है…
      For the candidate in the UPSC exam, there is a very important advantage of NCC ‘A’, ‘B’, or ‘C’ certificate.

  58. Saurabh Bhardwaj says:

    Sir. Mene is bar 12th pass ki h or me Bank me job krna chata hu but me ye ni janta ki kya graduation kru is ke liye or uske baad kis trah se kru please sir mughe sb kuch smghaiye please sir

  59. Raj Kumar says:

    Sir Mene 12th art se complete ki h, ab me B.A ki Subject se karu, Manjil dur h rasta lamba h 28 year old hu, or Sc Catagary h kya Me IPS Ki Post ke liye appley kar sakata hu, Kya B.A complete hone tak me Over age to nhi ho jaouga.

    1. BA करिए और इस पोस्ट के लिए घर बैठे तैयारी शुरू कर दीजिये. एससी को आयु में छुट दी गई है. 35 की उम्र तक आप अप्लाई कर सकते है.

  60. Raj Kumar says:

    Par sir apne yh to nhi bataya ke me B.A kis subjeet se karu . Me Private job kar rha hu duty ke baad 10th gante free hu Or merey live B.A regular best rhegi ya Open se samjh nhi aa rha kirpa mera marg darshan kare plz sir

    1. राज कुमार, इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है, आप किसी भी शाखा से किसी भी विषय में ग्रेजुएशन कर सकते है. इसके लिए रेगुलर ही करे और अच्छे अंक प्राप्त करे.

    2. Gaurav Kumar says:

      Rajkumar Regular me admission kare, lekin regular college na jaye, kabhi kabhi jaye. job bhi dekhe. khali samay me ghar me study kare. BA pas karna koi badi bat nahi. ghar baithe pas kar sakte hai. maine kiya hai pas. ab upsc-ips ki study suru kar diya puna me.

  61. sir me abhi 11th me hu or muje ips bnna he sir pleas sir muje ye btay ki muje ab 11th me konsi subject leni chahiye ips bnne ke liye pleas ye mera buchpan ka spna h muje ips bnna h sir 941401XXXX plz sir call pe puri detail bta do plz sir

    1. इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है. लेकिन यदि आप SCIENCE PCM से करते है आपको आगे कई अवसर होंगे.

  62. raju kumar says:

    sir ,10th ke bad ips banne ke liye kya padai karna chhaiye sir

    1. इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है आप किसी भी विषय में 11 वीं, 12 वीं या स्नातक कर सकते है.

  63. Rohit Singh says:

    Sir I am present study in class12th my subject is Arts.So can i able to give the ips exam when i complete
    my BA.And my subject is History,political science,Sociology.

      1. Arjun chauhan says:

        Sir Mene 12th ki thi 2014 me aur Mera graduation Nahi hua to mujhe kya Karna Chahiye sir

        1. Arjun chauhan says:

          Aur sir Mene commers site se 12 th ki hai to mujhe IPS join Karne ke liye kya Karna hoga sir plz reply me sir

          1. इसमें विषयों की कोई शर्त नहीं है, आपको ग्रेजुएशन पूरा करके UPSC की तैयारी करनी होगी.

        2. पहले आपको ग्रेजुएशन पूरा करना होगा. उसके बाद UPSC की तैयारी करनी होगी.

  64. Laxmi patel says:

    Hello sir. Mai B. A kar rahi hu aur mera subject hai (Geography, sociology, English) aur abhi 1st year hai mai ” ips”, banna chahati hu to kya jo subject li hu vo sahi, ” ips, ke liye please, sir bataiye mujhe kya karna chahiye.

    1. हां, BA के बाद भी ips के लिए अप्लाई कर सकते है.

  65. Laxmi patel says:

    Sir. Ips. Me eag kitna maximum hona chahiye. Ips ki taiyari ke liye kitna fees lagega. Please sir. Bataiye please

    1. सामान्य श्रेणी के उम्मीदवारों के लिए आयु सीमा 21 से 32 वर्ष तक, ओबीसी उम्मीदवारों के लिए आयु सीमा 21 से 35 वर्ष है, जबकि SC / ST उम्मीदवारों की आयु 21 से 37 वर्ष है.

      1. आपको पहले अपना ग्रेजुएशन पूरा करना होगा. उसके बाद UPSC की तैयारी करनी होगी.

  66. Javed Ali says:

    Sir mai Abhi 12th me hu mujhe iske baad IPS officer banne ke liye Kya Karna hoga

    1. आप अच्छे अंकों के साथ Graduation पास करे. उसके बाद UPSC सीविल सर्विस परीक्षा की तैयारी शुरू करे.

  67. Satendra sahu says:

    Sir mai open se b.sc ker rha hu to kya mai ips ka exam de sakta hu

    1. Distance education is valid for most of the govt jobs like Banking, SSC and UPSC. But the courses must be recognized by UGC, AICTE and DEB.

  68. Om prakash says:

    Main job krta hu sath main study kr ra hu ba main degree ke baad m exam de skta hu tyari ke liye kya krna chaheye pls reply

    1. आपको पहले इस परीक्षा की तैयारी करना चाहिए, यह भारत की सबसे कठिन परीक्षा है.. यहां क्लिक करे और जाने

  69. KARAN SINGH says:

    sir mai I P S banana chatha hu kaya karu kaisa karu kaha tayari karu ke mara callactio ho jay

  70. Deepika rai says:

    Sir
    Mera math weak hai, aur mera graduation ho chuka hai, main IAS bnana chahti hun, math ki wajah se koi jyada problem toh nahi hogi na,
    Mera favorite subject history hai.

    1. प्रोब्लेम्स हो सकती है. आपको मैथ्स को Strong करना चाहिए. क्वांटिटेटिव एप्टीट्यूड या न्यूमेरिकल रीजनिंग” में गणित से संबंधित प्रश्न पूछे जाते हैं

  71. Balwan singh says:

    Balwan Singh
    Sir
    Maine v graduation complete krlii hai Mai IPS ki tyari krna chhata hu to mujhe Kya krna phde ga

    1. आप UPSC परीक्षा की तैयारी शुरू करे, इसके लिए आप कोचिंग का सहारा ले सकते है.

  72. Anurag yadav says:

    Sir me 10th me Hu Mera sapna h ki me IPS ki nokri Karu Kiya me sir abhi see teyari Kar sakta Hu

  73. yasar husain says:

    Sir mene 12th pass kar liya he, mujhe IPS officer banna he, but mujhe course choice karne me problem ho rahi he to apse request he app mujhe suggestions de Please help me………

    1. आप आर्ट, कॉमर्स या साइंस इसमें से कोई भी कोर्स कर सकते है, इसमें सब्जेक्ट की ऐसी कोई शर्त नहीं है.

  74. Roshani Gautam says:

    Sir mera name Roshani Gautam h mujhe ips officer banana h isa year mera 12 h mai science student hu ips banane le high jaruri h Kya

    1. हां Roshani जी, IPS ऑफिसर बनने के लिए हाइट बहुत जरुरी है.

  75. Roshani Gautam says:

    Ips me kitane post h aur graduation agar B A karu to thik rahega ya b.sc dono me koan better h ips ki teyiyari ke liye

    1. UPSC सिविल सर्विस परीक्षा पास करने के बाद डायरेक्ट IPS की पोस्ट मिल जाती है. BA या BSC इनमे से एक आपको अपने इंटरेस्ट के मुताबिक चयन करना चाहिए. कई लोग BSC को प्राथमिकता देते है.

  76. Roshani Gautam says:

    Kitni hight honi chahiye

  77. Roshani Gautam says:

    Kya matlb category class ya kuch aur

  78. Roshani Gautam says:

    Sc category me

    1. – जनरल महिला उम्मीदवारों की ऊंचाई 150 सेमी.
      – एससी / ओबीसी महिला उम्मीदवारों के लिए 145 सेमी.

  79. Sir me abhi 11th me Hu mene Art liya hai Kya me B.A. karke upsc exam de sakta Hu
    Ips ke liye hight kitni chahiye

  80. Sir humne comments padh liya sare Question ka answer mil gaye…
    A lot of thanks

  81. हाँ ऑब्जेक्टिव भी होते है. लेकिन सभी नहीं.

  82. Sir 10th 12th me Kitna percentage ho toh hum apply Kar sakte hai

    1. Vandana Mahure says:

      इसमें ऐसी कोई शर्त नहीं है, आवेदक सिर्फ ग्रेजुएशन पास होना चाहिए.

  83. Manjeet Chaudhary says:

    10th 12th me kitne Marks hone chahiye

    1. Minimum 50% PLUS.. वैसे ऐसी कोई शर्त नहीं है.

  84. Sakshi Rajput says:

    Sir mai abhi class 12th me hu aur mere pas art side ke subjects hai sociology interesting lgta hai but mathematics kafi tough . Mai 12th ke bad kya kya padhu kon kon se subjects jyada clear karne honge please btaye . Thank you

    1. Sakshi जी, IPS के लिए सब्जेक्ट की ऐसी कोई शर्त नहीं है. आपको जो Interesting या Easy लगते है, आप उन्ही विषयो का चयन करे. अधिक जानकारी के यहां क्लिक करे.

  85. Amit Yadav says:

    Namaste sir,
    Mera inter me 55% mark hai up bord se PCM se . Sir mujhe kya karna chahiye tayari me aur mera abhi BA 1st year hai.
    Kitne time padhna chahiye.

    1. आपको अपना ग्रेजुएशन पूरा करना होगा. उसके बाद UPSC Civil Service Exam की तैयारी करना होगा.

  86. Shivam kumar says:

    Ser Mai bsc 2nd year me study kar rahe IPS banne ke liye kya Karna padega ser mujhe batau

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *