45 thoughts on “आर्मी भर्ती: Height, Chest and Weight / Army Bharti Physical Criteria

  1. Niketan Gaure says:

    Sir mai tamilnadu se hu. mai army height ki jankari chahta hu. meri height 164 cm hai kya mai eligible hu.

    1. आप आर्मी की किस पोस्ट के लिए हाइट की जानकारी चाहते है?

      1. Dipu Yadav says:

        Mera height 5.2 hai

        1. हां Girls 5.2 से आर्मी में जा सकते है.

  2. Vaman Gajbhi says:

    Aasam state ke liye store keeper ke liye Height 160 cm chahiye ya 162 cm.

  3. Manish Rathod says:

    Sir meri height 162 cm.(OBC) .muje nursing aasistment me jana he indian army.mere 12 th (PCBE) me 60% he. Lekin English me 42 number hi he to muje kya krna chahiye plz reply me answere.

  4. Bharat Rajput says:

    Sir hum maharashtra se he aur technical ke liye 162 chahiye aur humari hight 164 he…..humne youtube pr check kiya to bhotse videos me maharasthra ke liye to 167 ya phir 168 bta rhe he….plzz help me sir

    1. 167 ही है, लिस्ट 2020 में अपडेट की गई है.

  5. Anshu Mishra says:

    Sir nursing assistant ke liye best book koun SA rahega please sir btaiye

    1. विषेशज्ञो द्वारा इसके लिए कई Books तैयार किये गए है. जो फ्लिपकार्ड और अमेज़न पर उपलब्ध है. आप फ्लिपकार्ड और अमेज़न पर “army nursing assistant books” लिखकर सर्च करे, आपको जानकारी मिल जायेगी.

  6. Arun army says:

    May uttar predesh say hu army nursing ke Lia height kitni chahie

    1. – Western Uttar Pradesh – 170 CM
      – Eastern Uttar Pradesh – 169 CM

  7. HEIGHT राज्यों और पोस्ट के अनुसार अलग अलग है. आप किस पोस्ट के लिए अप्लाई करना चाहते है?

  8. Muhd Uvesh Qureshi says:

    sir army join ke liye hum runing and pull ups kaise karen?Please sir tell me soon

    1. इसके लिए आप YouTube पर विडियो देखे..

  9. Muhd Uvesh Qureshi says:

    sir hamari age abhi 16 years hai toh kya hum abhi se prepration karni start kar den

    1. हां आप तैयारी शुरू कर सकते है.. लेकिन आप 17.5 साल पुरे होने के बाद ही आर्मी में जॉब के लिए अप्लाई कर सकते है.

  10. Muhd Uvesh Qureshi says:

    sir hamari height abhi 5.6 inch hai

    1. आप कौन से राज्य के रहने वाले है.

  11. Height 170 cm
    Weight 51 kg
    Chest/ 77 cm

    1. आप कौन से राज्य के रहने वाले है और कौन सी पोस्ट के लिए आवेदन करना चाहते है?

  12. Sir mera height 162.5cm meter hai aur pcm mera subject hai 65%12th m kya mai sir Indian army clerk ki tyari kr skta hu ki nhi kuu sir meri height 162.5cm hai mujhe kya krna chaiye rply sir

    1. आप कौन से राज्य के रहने वाले है.

  13. Madduri harinath says:

    Mera naam harinath my telangana hu bsf k liya kitna height chaiye

  14. Gaonkar Pravesh says:

    I want to join Indian army

    1. If you are eligible, prepare for army recruitment exam, then apply for a job in the army.

  15. Sir hm 12 me first se paas h aur SV me 50% se Jayda aur hm aage Ki pdhai nhi kiye h bsc nhi kiye h to Kya hm nursing assistant K liye eligible h ????

  16. Sir mere hat pe name likha h mujhe army main jana hain kya main ja sakta hun mere kohni k nihce likha hain size 5cm hain

    1. कोहनी के नीचे एक इंच से छोटा और सभ्य गोदना ही मान्य होता है.

  17. Ashutosh sharma says:

    Sir my hight 148cm hai kya me army nursing ke liye apply kar sakta hu vese mene d pharmacy bhi ki hai but hight kam hai kuch samjh ni aata sir plese help me

  18. Shivam pal says:

    Sir hamari Height 168 hai to mai u p me army sena me ja sakte hai ki nahi …….. Sir ek aur bat plz sir batana jarur sir jaise mai up se hu to Gujarat ki bharti dekh sakta hu sir

    1. पोस्ट के अनुसार Height मांगी जाती है, आप किस पोस्ट के लिए अप्लाई करना चाहते है.

  19. Hemant kumar says:

    Sir mene 12th pcm se kri h or meri height 162cm h to kya me clerk ki bharti dekh sakta hu please give me suggestions

    1. आप किस राज्य के रहने वाले है, यह बताये क्योंकि इसी के अनुसार बताया जा सकता है.

  20. 5.3 feet hai to me Army join kar sakta hu

  21. Maharaj Singh says:

    Maharaj meri Haight 165 cm chest 83 10th pass hu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *