32 thoughts on “Air hostess kaise bane | एयर होस्टेस बनने के लिए क्या करे ?

  1. Sir me ek male ho aur me airhostest bansakta hu kiya? Me b.a llb 5 sem par rahahu aur muje airhostest me bhut sok he.

    1. Sbhi boys bn skte hai jese jetairway boy ko lete hai cabin crew(air hostess) ke liye bki age limited hoti hai and height ka issue hota hai and koi bhi visible tattoo nhi hone chie body par and sbhi air line boy ko nhi lete air hostess ke liye.

  2. Sonika nehra says:

    Airhostess me jyada se jyada kitne din nokri kr skte h or kya iska diploma milne k bad nokri mil jati h

    1. Anjali Tiwari says:

      You can work as cabin crew till the 45 years of age depending on the airline policy and after 45 you can work on ground duties or can apply for cabin crew trainer also and there are many job options after the retirement as cabin crew.

      1. Babita mahar says:

        Air hostess ka syllabus English language mai hota hai ya Hindi language mai

        1. Rekha Padole says:

          General English

  3. Anjali Tiwari says:

    Diploma milne ke baad aapko job ke liye vacancy ke anusaar apply karna hai.

  4. Manisha kumari says:

    Air hostees ki tranning ke liy sbse jada beater city kon si hai

    1. मैम हमारे भारत देश में इसके लिए कई राज्यों बेस्ट इंस्टीटयूट है, इसकी जानकारी आप गूगल से प्राप्त करे, गूगल में “Top Air Hostess Training Institutes In India” लिखकर सर्च करे, आपको जानकारी मिल जायेगी.

  5. Deepak Sharma says:

    Nice Article…

  6. Divya pathal says:

    is ke liye commerce side se 12th paas kar ke kar sakte hai

    1. Divya Mankar says:

      Yes You Can Do It.

  7. Shipra gaur says:

    Sir kya cabin crew banne ke liye 12 ke baad koi course krna jaroori hai ki ham apni ability se interview break kr sakte hai mtlb hamari healt english speaking and ect sab fit h cabin crew k liye to kya yah jaroori h ki koi Institute join kare plzz reply me sir plzz

  8. Air hostess kita years service kr shkti hai , aur 1 year m chutti kitna milta h

    1. Gaurav Kumar says:

      I think, 35 se 40 ke age tak

  9. Jai sharma says:

    Sir main hotel management kar raha hu mujhe hostess banna ka liya kiya karna hoga

    1. इसके लिए आपको air hostess institute से ट्रेनिंग लेनी होगी.

  10. Apurva chaubey says:

    Air hostess ke liye teeth kaise home chahiye

  11. kanchan Tiwari says:

    kya 10 th class ke baad airhostes ki training kiya ja sakta hai

    1. नहीं, आपको इसके पहले 12वी पास करनी होगी.

  12. Air hostess k leye phle kya kre

    1. सबसे पहले तो आप अच्छे अंकों के साथ 12वी पास करे..

  13. i want to air hostess
    but mene b.com 2nd year complete kiya hai

    1. Vikash Rajpoot says:

      haa aap eligible ho.

  14. 12th k bad koi course ya diploma bhi karna padega kya is job ko pane k liye

    1. हां सपना जी. कोर्स करना पड़ता है.

  15. Air hostess banne ke liye college mai konsa course lena chahiye please suggest me

    1. यदि आप 12वीं की बात कर रहे है तो आप सायंस करे, वैसे इसके लिए किसी विषय या कोर्स की कोई शर्त नहीं है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *