96 thoughts on “खराब मेमोरी कार्ड को ठीक करने का सबसे आसान तरीका | Repair memory card

  1. Kafi upyogi jankari hai bro. muze aapki har post padhna bahut achha lagta hai.

      1. UTTAM KUMAR says:

        Sir Mere SD Card Conect Karne Par
        There Is No Midia In The Specified Device
        Bata Raha Hai Kya Karna Chahiye

        1. किसी अच्छे एंटीवायरस से मेमोरी कार्ड को फॉर्मेट कर लीजिये.

          1. UTTAM KUMAR says:

            Sir Sabhi karke Dekh liya Acchi Antivirus Wali Computer me Bhi karke dekh liya kya memori card kharab ho gayi hai.

    1. Aap Kingroot app use kare, aapka mobile root ho jayega, yah app play store available hai.

  2. Nahi ho raha sir ji original kingroot MIL nhi pa raha mujhe. Link dijiye sir ji
    Original kingroot ka

  3. dhirapsingh says:

    meri memory card kharab ho gayi hai use sahi kese karu

    1. Shivam ji, aap apni memory card format karne ke liye antivirus installed computer use kare..

  4. Mera memory card delete nahi ho pa rha hai. Maine command prompt v use kr k dekha pr usme bhi nhi hua

    1. Aapke computer me antivirus hoga to aap apni memory card format kar le. ya fir kisi dusre computer se format kare.

      1. vishal sharma says:

        Sir jb mai android phone me16 gb ka mc lagata hu to damge sd card sow krta hai help me plzzzz

        1. आप अपने फ़ोन को एक बार हार्ड रिसेट करके देखे. उसके बाद मेमोरी डाले. कभी स्टोरिंग कैप्चेर सिस्टम corrupt होने पर यह प्रॉब्लम हो जाती है.

    1. aap upar diye huye trick aajmaye. Window + R wala trick kam nahi kar raha hai.

  5. Jeet kumar says:

    Sir ji sb card km size ki show krta h farmat option me. 8gb ka 5gb dikhta h or format hota bhi nhi h.. koi sare trick hp/cmd/ sdfomat app/pensonic sd/ sb try kiye bt ho nhi raha. Koi badiya trick dijiye..

  6. INDAL YADAV says:

    Mera mobile update nahi ho pa raha hai
    Model no – huawei TIT AL00

    1. इन्टरनेट on करके अपडेट कीजिये, अधिक जानकारी के हमारे वेबसाइट का आर्टिकल पढ़िए.

  7. Sd card pc/computer me lag ke hat jata
    Bar bar yehi hota hai
    Or 1secand ke liye dikhai deti hai fir hat jati hai

    1. Ye prob. aapke computer port ki bhi ho sakti hai aur aapke usb card ki bhi. aap kisi dusre computer me attach karke dekho.

  8. santosh pal says:

    Samsung memory card32gbì

  9. Shivam kumar says:

    Sir Thik ho to jaygi na sir

  10. Shivam kumar says:

    Sir apna number dedo plzz sir
    7248794812 my number

    1. माफ़ कीजिये, हम अपना मोबाइल नंबर नहीं दे सकते, अगर आपका कोई सवाल है तो यहाँ कमेंट करके पूछ सकते है.

  11. Vimal kumar says:

    Sir kya memory ko android phone me hi thik nahi kiya ka sakta kisi app ke jariye

    1. मेमोरी कार्ड को ठीक किया जा सकता है, एंड्राइड एप्प के जरिये, आप इस आर्टिकल का तरिका फॉलो करे, शायद ठीक हो जाए.

  12. Dhruvi Ladani says:

    acchi tips hai. Recuva Software se bhi aap apna delete ho gaya memory card data vapas hasil kar sakte hai. keep it good work. i read your all articles. interesting hote hai.

  13. shivam Agrahari says:

    Bhai hamare sand disk ke memory hai
    damaged sd card
    Sd card is damaged try reforattin
    Likh kar aa raha hai
    To kya kare ke memory sahi ho jaye
    Bhai please

    1. Aap memory card ko antivirus wale computer se format kare sudharjaayegi. wahan pe ” Sd card is damaged try reformatting” aisa likha aa raha hoga.

  14. Řãđhēšhÿäm says:

    Hello bro aap say may aak bhat Karna chatha huy kiy bhai jo SD card 2.0GB kiy hy yeah keyboard phone may nahi chal rahi kiy or hy SD card vivo V+7 phone android may chal rahi hy mane essay phone say formet kiy but fir bhai chalk bhai nahi bro aap hiy bathow …please request Answer Kaya kiyA jayee..

  15. umesh Kumar says:

    mera memory khrav ho gya h yhan kamputar nahi h kya kare

    1. आप आर्टिकल में दिया हुवा तीसरा तरिका आजमाए

  16. Swarup suthar says:

    Sir memory ka data rhega ya delete ho jayega.. Mere kuch important photo h memory me

    1. Is tarike se data delete ho jaayega. lekin deleted data recover bhi kar sakte hai. data recovery software se

    1. जल्द ही इसके बारे में आर्टिकल पब्लिश करेंगे.

  17. mera 8 gb ka memory card hai. memory ko mobile me lagane se damage card likhkar aata hai . usse thik kaise kare .please bataye

    1. आप उस मेमोरी कार्ड को कंप्यूटर से अटैच करके देखे..अगर show हो रहा है तो रिकवर हो जाएगा..

      1. Naseem Ahmad says:

        Sir computer se formet nahi ho rehi hai or phone show nahi karta hai 8gb memory card hai

        1. आप किसी अच्छे एंटीवायरस वाले कंप्यूटर से मेमोरी कार्ड को फॉर्मेट करे हो जायेगी.

  18. Maheboob khan says:

    Sir mera samsung ka 64 gb ka memory card hai lakin mobile mein nahi show ho raha hai maine bahot koshish ki lakin nahi ho raha hai maine kya karu bataye

    1. आप उसे कंप्यूटर में लगा के देखे.. अगर कंप्यूटर में show होगा तो उस मेमोरी कार्ड को सुधारा जा सकता है..

  19. Rajendra yadav says:

    मैमोरी कार्ड मोबाइल मे अनसपोर्टेड बता रहा है और कम्प्यूटर मे तो शौ ही नही कर रहा। अचानक से ही हुआ है ये। बहुत ही इम्पोर्टेंट डाटा है इसमे। प्लीज सर कोई सोलूसन बताइये

    1. Rajendra ji aisi memory card nahi shudhari ja sakti hai. agar ve computer me show hoti to shayd kuch ho pata uskaa. aap mobile shop me jaakar ek bar recover karne kaa prayaas kare.

  20. आप उसे किसी PC लगाके देखिये, यदि वो दिखाई देती है तो REPAIR हो जायेगी.

  21. Vaibhav sharma says:

    Sir please root king ki link send karo dijiye

  22. ramubansal says:

    sir hp usb disk se kiya lekin protection your memory protect kyab kru please sir

    1. आपके कहने का मतलब नहीं समझे हम, कृपया स्पष्ट रूप से बताये.

  23. vinay kumar says:

    Sir ji Mera Memory card Phone me Show Nahi ho Raha Computer me bhi Show n ho Raha Bahut Jaruri Data h usme Kya Kare?

    1. जो मेमोरी कार्ड मोबाइल या पीसी में show नहीं हो रहा है, उसे ठीक करना मुस्किल है. आपको उस मेमोरी कार्ड को अच्छे स्कैन करके देखना चाहिए. किसी अच्छे antivirus वाले कंप्यूटर में मेमोरी प्लगइन कीजिये. उसके बाद देखे. यदि show होने लगे तो उसे स्कैन करे और जरुरी डाटा निकाल ले.

  24. Technology 4 Every 1 says:

    sir ham command prompt se bhi memory card sahi kar sakte hai kya par mera card sahi nahi ho raha hai pls rply sir

    1. क्या error आ रहा है, आप पहले ये बताये.

  25. sandeep chouhan says:

    hi sir please help me….mera memory card abhi 4 din Phle mob me betha hua tha chl rha tha fir pta Nhi Kya hua apne aap bnd ho gya card show hi Nhi hota Mene dusre mob me bhi lga le try kiya to kuchh bhi Nhi btata please sir Mujhe btao me Kese laau mere memory card ko Bhot improrten h mere document hh please btao me kya kru..

    1. एक काम कीजिये आप, उस मेमोरी कार्ड को किसी अच्छे ANTIVIRUS वाले कंप्यूटर से अटैच करके देखिये.. यदि उसमे मेमोरी कार्ड शो होगी तो उसे स्कैन कर लेना, मेमोरी कार्ड सुधर जायेगी.

      1. sandeep chouhan says:

        OK mobile se kuchh nhi ho skta

        1. जी नहीं मोबाइल से कुछ नहीं हो सकता.. यदि मेमोरी कार्ड show होती तो, मोबाइल से ही सुधारी जा सकती थी.

  26. Sir ji sd card blank ho giaa kahe kara plz daso

    1. क्या आप उस मेमोरी कार्ड से डिलीट डाटा को रिकवर करना चाहते है..

  27. Deepesh Shukla says:

    Sir mera SD currupt Bata Raha hai kya me use ricover kr Sakta hu phone se usme mere kuch important documents h please sir kuch bataie

    1. एक बात बताइए क्या आपका sd कार्ड मोबाइल में कंप्यूटर में show हो रहा है..

  28. badiya post hai. kaam ki jaankari share ki hai aapne.

  29. Chandra shekhar bharti says:

    Namstey sir.kai memori card mere pas aise aa jate hai ki unko format karne par format nahi hota hai. Vah yah batata hai ki windows unable to farmat

    1. वह मेमोरी कार्ड सुधारे जा सकते है, जो मेमोरी कार्ड कंप्यूटर में शो नहीं होते उन्हें सुधारना मुस्किल होता है..

  30. Mussubebs says:

    Actual maine abhi new sd card liya hai 16gb ka nd internal files ke sabhi folder maine memory me move krdiye. Then ab memory card show nahi ho raha hai. Not inserted bta raha hai. Any solution you have without formatting sd card.

    1. आप उस मेमोरी कार्ड को किसी अच्छे एंटीवायरस वाले कंप्यूटर में लगाकर देखे..अगर दिखाई दे तो उसे फ़ॉर्मेट करे.

  31. TARUN SIRAVI says:

    SIR
    ME SD CARD SE JO BHI FILE DILETE KARTA HU
    VO VAPAS AA JATI HE TODE SAMAY KE BAD

    1. शायद आपके SD कार्ड में वायरस आ गए होगे, आपको उसे किसी अच्छे एंटीवायरस से साफ़ करना होगा.

    1. आप किसी अच्छे एंटीवायरस वाले कंप्यूटर से उस मेमोरी कार्ड को फ़ॉर्मेट कीजिये, हो जायेगी.

  32. Rohit arya says:

    Meri memory card me virus aa gya hai format kr diya hai par ab usme kuch download nhi ho rha hai please kuch hal btaiye

    1. शायद मेमोरी कार्ड अच्छी तरह फोर्मेट नहीं हुआ है, इसलिए यह समस्या हो रही है.

  33. Ghanshyam says:

    Sir mera memory card phon me show nhi ho rha h aur computer bhi nhi h use thik krne ke liye kya kre ki pura data wapas mil jaye.

    1. आप उस मेमरी कार्ड को किसी अच्छे एंटीवायरस वाले कंप्यूटर से कनेक्ट करे, अगर दिखाई दे तो उसे SCAN कर सकते है, अन्यथा.

  34. Size not show
    Memory card curpted

    1. मेमोरी कार्ड को किसी अच्छे कंप्यूटर में स्कैन करे या फोर्मेट करे.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *