62 thoughts on “स्कॉलरशिप के लिए ऑनलाइन आवेदन कैसे करे | How to apply online for scholarship in hindi

  1. Kuch nahi karna hai. aage scholarship deportment ki process hai. fir bhi agar kuch jankari chahte hai to school me puch sakte ho.

    1. ASHER KHAN says:

      Sir keh rahe the ki usse kalyan vibhag mein jma krna hoga.

      1. कौन कह रहे थे ऐसा, पूरी बात बताइए..

        1. ASHER KHAN says:

          school teacher.
          wo jo receiving mila hai jispar student aur principal ka sign aur stamp lagega wo form kalyan vibhag mein jama karna hoga .

          1. जी नहीं, ये ऑनलाइन प्रोसेस है. इसके लिए आपको कहीं जाने की जरुरत नहीं है.

    2. Dear sir/ mam

      sir meri scholership id bca ke course ke samay ban gayi thi, lekin jab maine other course me admi. liya tab by mistake ek new id ban gayi wah puri tarah se compelete to nhi hai lekin lekin us par e-kyc ho gaya hai. jiski wjh se old wali par e-kyc hone me dikkat aa rahi hai. meri new id delete kaise hogi. college bhi nhi kar pa rahe kyuki wah finish ho kar lock nhi hui hai. lock karte hue wo. ek mssge show karti hai .ki apki pahle se bani hui hai. sir plz bataye kaise delete hoga new a/c

      1. Ravi ji.. आप scholarship के साइट पर वहां आपको एक हेल्पलाइन नंबर दिखाई देगा. उसपे कॉल करके आप अपनी समस्या का समाधान कर सकते है.

        1. Ajay Kumar Tiwari says:

          Sir meri bachi ka 12th main 76.6% marks aya hai kya main apply Kar sakta hi.

          1. यदि आपके राज्य में अभी भी स्कॉलरशिप की Date expire नहीं हुई है तो आप अप्लाई कर सकते है. https://scholarships.gov.in/ इस website पर जाकर चेक करे.

  2. But form kahase provide kare?

      1. Mujahid Hasas says:

        Are sir mere problem ka sulesion batai ye na sir niche main comment kya hun sir Mera Number 865100XXXX
        Gmail [email protected]

  3. Mujahid Hasas says:

    Sir Mujhse Wrong Account Dala Gaya But Sabmeet Bhi Ho gaya agr Main Use canceo karna chahu to kya karna parega sir main New se kar raha hu to nahi nahi le raha hai bata raha hai registesion pahle se hua 2018 2019 ka To sir mera kaise hoga sir Nahi Ho pa raha main aise hi jach raha tha wo le liya ab mujhe kya karne parega ki wo cancel ho jayen sir please help me sir

    1. आपकी प्रोसेस कहा तक हुई है.. क्या आपने फ़ाइनल सबमिट कर लिया है..

      1. Mujahid Hasas says:

        Ji sir but sub kuchh wrong dalaya hai sir

      2. Mujahid Hasas says:

        Ji ho chuka hai sir kya karu aage cannel kar naya se bharna chahta hu sir use cancel karna chah raha hu aap bataye please

  4. Mujahid Hasas says:

    Bataiyena sir ya apna whatsapp number milega keya S

    1. एक बार फाइनल सबमिट होने पर हम कुछ भी एडिट नहीं कर सकते है.. आपको इसके लिए नेशनल स्कॉलरशिप पोर्टल वालों से सम्पर्क करना चाहिए. 0120-6619540 इस नंबर पे कॉल करे और अपनी समस्या के बारे में बताये और नया फॉर्म भर सकते है या नहीं इसके बारे में भी जरुर पूछे..

  5. sabbir alam says:

    scholarship apply karne ke baad recieving school mai jama krna jaruri h kya. kyuki maine scholarship apply krne ke baad jo recieving mili thhi woh maine school mai jama nhi kiya h .mere pass ik message aaya your scholarship has been rejected at institut level remark hard copy submited bta rha h kya kare .yeh recieving school mai jama krna important h kya

  6. Ajay kumar says:

    Nsp form apply karne ke baad kon college mai ja ma kare jaha bsc mai naam likhae hai vaha ya jaha inter mai naam tha vaha

    1. 0120-6619540 इस नंबर पे कॉल करके पूछताछ कीजिये.

  7. B.A second year ke scholership form me previous year course ke option me kya fill karna hota hai.

    1. पिछले साल के कोर्स की जानकारी..

  8. Sandesh bind says:

    Collage me finel print jam karane ke bad kuch nhi karana padata h

    1. जी नहीं.. अधिक जानकारी कॉलेज से प्राप्त कर सकते है.

  9. आप स्कॉलरशिप पोर्टल के टोल फ्री नंबर पर कॉल कीजिये, आपकी पूरी मदद की जायेगी.

  10. Prakhar Singh says:

    Sir, ye form bharne ka paisa bhi lagta hai kya?….jaise other government forms bharne ka paisa lagta hai

    1. नहीं पैसा नहीं लगता है, अगर किसी कंप्यूटर कैफे वाले से यह काम करते है तो वह अपना चार्ज ले सकता है.

  11. Ashu kumar says:

    Sir jiske pass Tfw seat hai kya wo bhi apply kar sakta hai scholarship ke liye please tell me

  12. Sir sbhi documents ko upload krna jruri hai kya …?

    1. जो डॉक्यूमेंट जरुरी है उन्हें अपलोड करना जरुरी है.

  13. Lata Kumari says:

    SIR WO MERE COLLAGE ME JAN KALYAN KE PASS MERA REG. NO. KO FORWARD KIYA JARAHA HAI THO DIKHA RAHA HAI BELOW APPLICANT DETAILS HAS ALREADY BEEN VERIFIED / FORWARD THO SIR MERI THO ALL DETAILS SAHI HAI BUT SIR FORWARD KYU NAHI HO RAHA HAI MAINE COLLAGE WALO SE SOLUTION PUCHA THO UNHONE BATAYA AAPKA SCHOLARSHIP NAHI AAIGE PLEASE SIR AAP KOI SOLUTION BATAYE

      1. Lata Kumari says:

        uttar predesh kanpur se

  14. Lata Kumari says:

    sir mera reg. pe kisi aur ka verify ya forwarad hogaya . data feeding me koi error ya technical kisi error ke karan mera form kisi aur larki ke naam se ho gaya hai to me kya karu sir koi solution bataye toll free no. pe call nahi lagta hai please sir help me

    1. इसका Solution केवल टेक्निकल टीम ही दे सकती है. आप अपने राज्य की स्कॉलरशिप वेबसाइट पर जाए और वहां दिए हेल्पलाइन नंबर पर कॉल कीजिये, वहीँ आपको गाइड करेंगे.

  15. sir mera reg. pe kisi aur ka verify ya forwarad hogaya . data feeding me koi error ya technical kisi error ke karan mera form kisi aur larki ke naam se ho gaya hai to me kya karu sir koi solution bataye toll free no. pe call nahi lagta hai please sir help me

  16. Muskan seniya says:

    Hello sir agar online scollership ka form bhar gya ho aur vha form college mai submit na kiya ho to scollership nahi aaegi kya please ans sir

    1. हमारी जानकारी के अनुसार, कॉलेज में Submit करना जरुरी है. इसके बाद ही कॉलेज द्वारा स्कॉलरशिप की प्रक्रिया शुरू शुरू होती है.

  17. इसके लिए आपको Scholarship Form भरना होगा.

  18. Sir mera scholarship ka form bhara nh raha h acedemic fees data not available btara h ur college se updat krdiya gya bol rh h pr aage se kahi se prblm aari h toh muje kuch bataye jaha me apni problem sovle kr sakuu sikayat kr sahi kra sakuu

    1. Sonu आप Scholarship care number पर काल करके अपनी समस्या को हल कर सकते है.

  19. Sir mera scholarship form me ( GCW) BHARA GAYA .AB MAI ESE KAISE RIGHT KAR SAKTA HU. PLEASE INFORM ME- CONTACT NO-705612XXXX

    1. आप Scholarship care no पर काल करके पूछताछ करे.

  20. Sir jiske father government job par hai unki bachhi ko mil sakti h kya scholarship

  21. Sir mai l.l.b first year se hu aur schoolership k liye apply karna chahti hu to kese aur eske liye college fees ki b rasid ki jarurt hogi kya aur apply ki last date b h kya

    1. Vasu Sharma says:

      Suman आप किस राज्य की रहने वाली हो..

  22. Scholarship ka registration krte time guideline pr click krne k baad continue pr click nhi ho rha and form nhi aa rha h kya kren

    1. Waha diye jankari ko follow kare. ho sakta hai, kuch upadat hua ho.

  23. Kanha singh says:

    Hello sir ,
    Main ITI 2nd year Ka student hu m mujhe 2nd year Ka scholarship Ka form Bhar Diya hu but college wale verify k liye bol rhe h ki jb tak 1st year Ka results ni ayega tb tk ni submit kr skte ,
    To sir kaise kru
    Plz help me sir.

  24. Kanha singh says:

    Kab ayega,sir
    30 Nov last date h scholarship ki bad m Nahi apply Kar paunga

  25. sir mera account no. nahi hain kya mein scholarship ka form nahi bhar sakti hu sir please help me

    1. बैंक अकाउंट ओपन कर लीजिये. एक दिन में अकाउंट ओपन हो जाएगा. कई बार ऐसे कारणों से भी स्कॉलरशिप फॉर्म रिजेक्ट हो जाते है.

  26. Anupam shukla says:

    sir aadhar kard ko mobile number se link krane me kitna time lgta h aur kh pr hota h plj help me

  27. Avinash tiwari says:

    Thanks sir, good Information

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *