154 thoughts on “CID Officer Kaise Bane – सीआईडी ऑफिसर बनने के लिए क्या करे

  1. Ranjan Das says:

    CID Officer kaise banate hai, CID Officer kaun ban sakte hai,CID Officer banane ke liye kitni qualification chahiye, iski jaankari bahut achhe se samjhaye aapne. bahut bahut dhanyawad.

      1. Sir i want to join ib

      2. jaynti chauhan says:

        10 pass pe cid bharti ho sakti he me cid me bharti hona chahta hu thenk’s

        1. हां होती है लेकिन बहुत कम, आप गूगल में “10 pas cid bharti” लिखकर सर्च कीजिये जानकारी मिल जायेगी.

        2. Lovekush yadav says:

          Mai
          Mr.Lovekush yadav
          Dist. Sitapur
          UP261141

          1. जी, सर आप अपना सवाल लिखे..

      3. Vijeta choudhary says:

        Thnq soo much…Aapne bht achhey se btayabye sb….Pr iske liye exam konsa de ye smjh nhi aa rha hai…Iska exam kb aata hai…Kis naam se aata hai….Kon leta hai iska exam ye sb bhi bta dijiye please.

        1. UPSC के तहत CID EXAM होती है. इस एग्जाम की अधिसूचना दिसंबर-जनवरी महीने में आ जाती है.

    1. CID exam mai kise type ke oustion puche jate hai or eski tayari kaise kar sakte hai I mean kis book se

        1. Kripa dubey says:

          Nice sir
          Thanks for given knowledge.

  2. Anonymous says:

    Sir please cid form kab dalte he

  3. Sir cid officer banane ke liye kab vacancy aayegi or mai Rajasthan se hu sir or Maine 12th pass kar li hai science se kya mai issme apply kar sakta hu

    1. Vacancy kb niklegi ye aapko koi nahi bata sakta, par jab niklegi to aapko jojgaar walo se pata chal sakta hai ya fir newspaper se !

      12th science ke baad apply kar sakte ho… lekin achhi post ke liye Graduate hona chahiye.

      1. Dinesh Meena Jaipur se says:

        Sir Cid ka form kha se bhare 100huredth percent Mai cidai Jana chahunga chahe kuch bhi ho jaye o love my India sir ek Baar mera form lag jaye thank you sir

        1. Sir हर साल CID में भर्ती होती है, बस आपको भर्ती आने पर फॉर्म भरना होगा. भर्ती अधिसूचना में इससे बारे में पूरी जानकारी दी गई होती है.

    2. Krushna ghugse says:

      Cid officer banne ke liye 10th class ke bad konsa subject chune

      1. अगर इंग्लिश अच्छी है तो आपकी साइंस ले सकते हो.. वैसे ऐसी कोई शर्त नहीं है.

        1. Krishna Kumar says:

          Sir ji isma higt bhi magta ha aur commerc ka student aply Kar sakta ha ki nhi

          1. हां, height जरुरी है, हां कॉमर्स के छात्र अप्लाई कर सकते है.

  4. pramod kumar says:

    sir es ke form kab nikalte he please batayeai sir

    1. इसकी जानकारी आप google में सर्च करे. या रोजगार वालो से पूछ ले.

  5. MITHLESH KUMAR says:

    Sir me 12th ke bad diploma engginear ki pdai kre liya jisse me engginear ni bana chata hu me to sirf is rajyo ka ek rakhsakh bana chata hu to sir kya aap bta sakty hai ki me kya diploma ke bad kya cid ke liy tayari kr skta hu kya sir..

  6. Private detective bnne k v kuch tips btaye please sir

  7. anil bhalse says:

    me 10th pass hu kya cid ke exam de sakta hu aur iski vacancy kb aur kaise di jati h plz my help

    1. हां. दे सकते हो.. पर वर्तमान समय में कम से कम graduation हो तो और बेहतर होगा.Vacancy की details आपको रोजगार वाले के पास से या newspaper से मिल जायेगी.

      1. Rakesh Megwal says:

        cid ke liye subject

        1. आर्टिकल में सिलेबस दिया गया है.

        2. I am Suni says:

          Sir, investigation officer ke liye konsa subject lena chaiye. Aur after 10 class ke baad iske liye konsa subject le?

          1. सायंस ले सकते है. वैसे इसके लिए किसी विशेष सब्जेक्ट की शर्त नहीं है.

  8. Union Public Service Commission के तहत cid की एग्जाम होती है, इसकी अधिक जानकारी UPSC center से मिल जाएगी.

    Indian Civil Service Examination

  9. रामनिवास सोनकर says:

    CID का अप्लाई कहां से करें

    1. जब CID Recruitment निकलती है तब वहा सभी जानकारी दी जाती है वैसे आप upsc की वेबसाइट से अप्लाई कर सकते है.

  10. Satyapal Godara says:

    Sir, mene B.A. ki hai me CID me aply kar sakta hu aur koi website batao jisase CID ki vacansy aane par mujhe pta chal ske

    1. Ha aap kar sakte hai. vacancy ke liye net par kai website hai. aap google me search kare.

      1. ऐसी कोई शर्त नहीं है.. आप अपने रूचि के अनुसार सब्जेक्ट चुने.

  11. pramod kumar says:

    Sir mai 12th class kr chuka hu aur meri hight bhi hai fitness bhi sahi hai but sir mere teeth me problem hai jo ki teeth aage peeche hai sir kya mai ye job k liye aply kr. Sakta hu sir pls to reply me

    1. इसके लिए दाँतों का कोई लेनदेन नहीं है. आप अप्लाई कर सकते है.

  12. rishu kumar says:

    Sir mai avi 11th me pdh rha hu aour science se padhai kr rha hu to kya mai 12th ke bad iski preparation kr skta hu agr ha to plz comments me syllabus post kr dijiyega

    1. हां कर सकते हो.

      Cid syllabus

      General Awareness
      General Knowledge
      General Aptitude
      Numerical Ability
      Reasoning
      English language

  13. CID jab kase banne kay kare es kay liya kay kary

  14. Faizan choudhary says:

    Sin main 10 class passed hoon kya main cid officer ban Sak
    ta hoon

  15. Rahul saini says:

    Sir mai b.a.second year me hu kya exam de skta hu
    Or exam kb hota h btaiye plz. Koi link

    1. नहीं.. आप अपना ग्रजुशन पूरा कीजिये.

  16. Akash kumar says:

    Sir , mein abhi 10th class mein hu mai aage biology se 12th kar ke cid offcier ban sakta hu , plz reply

  17. sir mera stone ka operation hua hai bachpan se kya mein c.i.d officer ban sakta hu plz plz plz sir mujhe suggest kre

  18. Ajay Rana says:

    Sir m bsc kar rha hu mujhe cid officer banna h bsc krne k baad cid m kaun si post milegi

    1. Cid में अलग अलग पोस्ट के लिए भर्तिया निकलती आप जिस पोस्ट के लिए अप्लाई करेंगे वो पोस्ट मिलेगी आपको !

  19. Nitin Yadav says:

    Sir 12 class ke just bad hi form pad jayega ya kuch B.SC jesi education honi chahiye

    1. Cid me sabhi post ke liye alag alag education ki jarurat hoti hai. aap 12th class ke bad bhi from fill kar sakte ho. lekin jitna jyda education hoga utna achha hi hai.

  20. Ajay Rana says:

    Sir cid m sbse achhi post kaun kaun si h jo bsc krne ke baad mil skti h

    1. Cid के सभी पोस्ट अच्छे ही है. इन सभी के लिए आप bsc के बाद अप्लाई कर सकते है.

      Ranks for CID’s:

      Additional Director General of Police (ADGP)
      Inspector General of Police (IGP)
      Deputy Inspector General (DIG)
      Superintendent of Police (SP)
      Deputy Superintendent of Police (DSP)
      Inspector
      Superintendent
      Sub Inspector
      Sub Inspector
      Constable

  21. Sanskriti chitransh says:

    CID officer banane ke lye hame kon shi books padhni chahiye

    1. Sanskriti जी आप CID exam सिलेबस जानना चाहती है. हमने आर्टिकल में CID exam सिलेबस ऐड कर दिया है, चेक कर लीजिये.

  22. Abhay ji article jankari di hui hai. minimum 12th ke bad kar sakte hai taiyari. kis subject ki padhai karna hai wo bhi likha huwa hai.

  23. sir mera graduation 54% ke sath complete hai but mera 12th me 48 % hai.kya main SUB INSPECTOR ke liye eligible hu. kya SUB INSPECTOR ke liye 12th ka results bhi mayane rakhna hai ?

  24. sir, chhattisgarh me sub inspector ke liye hight kitna mangta hai for OBC.

    1. Height: 165 cms for male candidates (162.5 cms for candidates belonging to ST category) and 155 cms for female candidates (150 cms for candidates belonging to ST category).

  25. Ankit sharma says:

    Thanks sir Ji aapne hame C.I.D kaise bane ki bahut aachi tarah jankari di

    1. हमारी वेबसाइट के बारे में अपने दोस्तों को भी जरुर बताये..

  26. Eye-Sight (with or without glasses)
    Distant Vision :6/6 in one and 6/9 in other eye.

    Starting Salary : Rs.8000-24500 +

    1. Chandan kumar says:

      12th class kon sa streame se pass hona c hahiye.cid ke liye

      1. किसी भी स्ट्रीम से पास होक अप्लाई कर सकते है. इसके लिए ऐसी कोई शर्त नहीं है.

  27. Sir, how to join Cid after passing 12th? what are the steps to join Cid.

    1. दीपाली जी आपको थोडा इन्तजार करना होगा.. हम स्पेशियली आपके लिए.. 12th के बाद Cid में जॉइनिंग कैसे करे.. इस बारे में आर्टिकल प्रकाशित करने वाले है, आपको सिर्फ 1-2 दिन इन्तजार करना पड़ सकता है..

  28. Junjhu suthar says:

    Cid ki vacancy jab aayegi

  29. Dipti ojha says:

    aapki dee gai jankari achchi lagi aapne bilkul sahi jankari dee hai ese sabhi bachcho ke confusion khatm ho jayenge Thank you

    1. Keep visiting..
      .
      दिप्ती जी.. हमारे वेबसाइट के बारे में अपने दोस्तों को, स्टडी करने वाले स्टूडेंट्स को जरुर बताये..

      1. Vinayak dhirbassi says:

        Sir maine bhi 12th pass kiya hai ishke bad kya kare sir please giving the informa

        1. आपको ग्रेजुशन पूरा कर लेना चाहिए उसके बाद आपको upsc/ssc cid परीक्षा के लिए तैयारी करनी चाहिए.

  30. Sagar upadhyay says:

    Sir my name.is sagar upadhyay . and is time mai +2 and iti qualified karke ist year Greaduction ka exam diya hu . sir but me 12th bio se tha fir bhi kya mai apply kar sakta hu.sujestion me please sir

  31. me 12th pass h or meri age 18 h to kya me cid ke lie fom bhr shakta h

  32. Sachin Kumar says:

    Mujhe apki post bohat achi lagi Sir me Ravi hoon or me Sachin, sir hum dono cid officer banna chahta hoon me Abhi 8th me hoon mujhe Iski taiyari Abhi se krni h please app mujhe bataye ki Me Kon si tayri karu kese karu kaha se start karu please sir app mujhe call ke jariye bataye ki me kya karu mera no 7217790798 sir app jaldi se jaldi call Kare I’m weating for your call

    1. हम आपको कॉल तो नहीं कर सकते लेकिन आपको पूरी मदद कर सकते है.. 1st आप हमें ये बताये की आप कोंनसे फिल्ड से हो मतलब की किस सब्जेक्ट में पढ़ रहे हो.. like science

  33. Manish kumar yadav says:

    my cid kese banu me Janna Chahta hu ki cid ka pdhae kaha hota hai Muje ye pta nahi hai ki cid kI tyari kaha ho hota hai kya aap bta sakte hai and my ye bi janna chahta hu ki my kase cid bnu oske liye mujhe kya kya karna prega kya please aap bta skte hai kayu ki mujhe cid banna chahta hu chahe oske liye meri Jan bhi jayeto mujhe gam nhi please batao my phone no 736999XXXX

    1. Manish kumar yadav says:

      jo bi galti huaa ho use maf kar dena uske liye i m sorry

      1. आपने कोई गलती नहीं की है, आप CID में अच्छी पोस्ट पाना चाहते है तो UPSC Sivil service परीक्षा की तैयारी करे..

    2. यह जूनून देशभक्ति के लिए काफी है मनीष जी.. आपको UPSC की तैयारी करनी चाहिए..

  34. Sir cid ki pdhae kaha hoti h cid banna meri jindigi ka wajud h plz sir bataye

    1. सोहन जी.. CID के लिए कोई सेपरेट कोर्स नहीं है आपको आर्टिकल में दिए सिलेबस की पढाई करनी होगी.

  35. Amit Kumar says:

    Sir
    I like this post.
    Thank u Sir

  36. Siddharth Patel says:

    Really very helpful article. Thanks For Sharing.

  37. Mai 10+12 pass hoon mai I. B. Aur c. i. d. Aur income tax officer aur ips banane ki puri jaankari chahta hoon

  38. Sir kya arts ke students apply kar skthe hai cid may

  39. Anil Sahu says:

    Iske liye kitni hight ki
    jarurat hoti hai sir

  40. Thansingh says:

    Sir mera name than Singh rawat hai me 12th pass hu mujhe cid me kam Kar sakata hu kya contact no 975542XXXX. 747720XXXX. Please call me.

  41. Shalini nikhil sharma says:

    CID officer ki coching kaha kaha h or kya Cross hai please tell me

    1. बहुत से जगह पर, i mean हर सिटी में. इसके लिए upsc ही भर्ती, परीक्षा आयोजित करती है.

  42. Sir kya yeh jarure hai ki upsc ka hin exam dena hai

  43. रामपृसाद साहू says:

    Sir इसके रिकत पद कब निकलते है और हाईट कितनी चाहिए

  44. RAJENDRA PRASAD KUMAWAT says:

    MUJHE CID OFFICER BANNA CHAHTA HU MERI ICHA SURU SE CID ME KARMCHARI BANNA CHAHTA THA ME 12+B.A COMPLANTE hai mujhe achi ray chahiye ki mujhe kya karna chahiye

  45. sir me 7th class me hu me CID me lagna chahata hu mujhe kiya kiya karna chahiy please btaooo

    1. आप पहले अच्छे अंकों के साथ 12वी पास कीजिये.. आप पहले इसपे ही फोकस करे..

  46. Sachin yadav says:

    Kon vacancy nikalta hai

  47. Ashok chand says:

    Sir ye C I D ki post kb niklegi 2018 me

    1. इसकी जानकारी आपको गूगल प्राप्त करनी चाहिए.

  48. Amit Maurya says:

    Sir ismai math need होती है

    1. हां एग्जाम से इससे सबंधित सवाल आ सकते है..

  49. Amit Maurya says:

    Sir mai 12th bailogy कर रहा हूँ mai math sai नहीं कर रहा huyn kya mai आवेदन कर सकता हूँ

  50. Amit Maurya says:

    Sir hight and चेस्ट कितनी चाहिए

  51. Mahipal singh ranawat says:

    How to become a CID office plz replay sir.

    1. इसी के बारे में ही तो.. आर्टिकल में जानकारी दी गई है, इसके अलावा कोई अन्य सवाल है तो आप पूछ सकते है.

  52. kapil rajput says:

    Sir iska vecency kab aata h or vecency ka sait kya hota h mujhe bhi CID officer bnna h sir

    1. आप गूगल में “cid vacancy 2019” सर्च करे, सबधित जानकारी मिल जायेगी.

  53. Kya ham mpsc karke bhi cid offesar ban sakte he kya???

    1. Anjali Ku. says:

      शायद नहीं, CID में UPSC और राज्य पुलिस परीक्षा के जरिये एंट्री कर सकते है. इसके अलावा SSC क्रेक करके भी इंस्पेक्टर लेवल पर CID में एंट्री ली जा सकती है.

  54. jya sharma says:

    hello sir my name is jya sharma mana bca kiya h pr back h ak subject me kya ma exem de skti hu

    1. वो एक सब्जेक्ट पास कर लीजिये उसके बाद आप अप्लाई करें अच्छी पोस्ट मिलेगी. वैसे 12 वीं के बाद भी cid ज्वाइन की जा सकती है.

  55. Dharmendra Kushwah says:

    Cid me 12th pass se konsi post milegi Our
    Apply kahan se karna hai

    1. Vikash Singh says:

      Only constable level posts can be found.

      1. Nishant chouhan says:

        Sir mere chasma laga h m cid join kar sakta hu

  56. Nishant chouhan says:

    Sir mere chasma lags h m cid join kaur Santa hu

    1. हां ज्वाइन कर सकते हो. लेकिन दृष्टी लेंस के साथ 6/6 जरुरी है और कलर का कोई अंधापन नहीं होना चाहिए.

  57. AKHIL SAXENA says:

    Hello sir ,
    Can you please tell me if I am in police department as sub inpector so can I join the CID transfer like …

  58. RAKESH SARYAM says:

    sir 10th me 55% hona aniwary hai is se kam nhi hona chahiye kya

    1. 10वीं 55% मार्क और 12वीं में 60% मार्क जरुरी है.

  59. sir cid ki exam ke liye upsc karna jaruri hai.. me grequcation kar rha hu to me cid me ja sakta hu plz answer me sir

    1. CID में UPSC और राज्य पुलिस परीक्षा के जरिये प्रवेश कर सकते है. इसके अलावा SSC क्रेक करके भी इंस्पेक्टर लेवल पर CID में एंट्री ली जा सकती है.

  60. Sir I want to become a real cid officer I can do any thingh to become officer sir tell me all the steps in a sequence so I have not to face any problem I have just passed 12th

    1. सबसे पहले आप ग्रेजुएशन पास करे, उसके बाद आप UPSC और राज्य पुलिस परीक्षा या SSC परीक्षा की तैयारी शुरू करे. क्योंकि CID में UPSC और राज्य पुलिस परीक्षा के जरिये प्रवेश कर सकते है. इसके अलावा SSC क्रेक करके भी इंस्पेक्टर लेवल पर CID में एंट्री ली जा सकती है.

  61. Ravi Lodhi says:

    Sir mujhe ek baar cid me kam karne ka avsar de ye mera vada he he achchhe achchhon ki pol na kholdi to mera naam Ravi nhi

    1. CID के लिए आपको कड़ी मेहनत करनी पड़ सकती है. अधिक जानकारी के लिए आप अन्य लोगों के कमेंट पढ़े.

  62. Hanuman gurjar says:

    सर 12वीं पास करने के बाद सीआईडी का फॉर्म भर सकते हैं

    1. Vijay Mehta says:

      Jab cid ki vacancy aayegi tab bhar sakte hai.

  63. REENA DAGUR says:

    SIR CID KI JOB KAB AAYEGI KIS NAME SE AAYEGI PLS BTAIYE

    1. अभी कोई वैकेंसी नहीं है. जब आएगी तब इसकी अधिसूचना जारी की जायेगी.

  64. Bhupendra singh says:

    sir cid ka vicency kab niklega

    1. Komal Shinde says:

      अब डायरेक्ट CID के लिए Vacancy बहुत कम निकलती है. अब अधिकतर पुलिस फोर्स से ही CID में जाते है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *