13 thoughts on “इसरो में नौकरी: कैसे पाए? भर्ती पात्रता | ISRO Me Job Kaise Paye?

  1. Girdhari Goswami says:

    Sir mera B.tech ho chuka hai, mai isro me job pana chahta hu.

  2. Girdhari Goswami says:

    Sir mera B.tech ho chuka hai, mai isro me job pana chahta hu. kya isro me 2020 me bharti aa sakti hai.
    Isro me engineer ki job pana chahta hu. 2020 me.

      1. Panchal Mayank says:

        11 12 bio. group ke student kya isro me ja sakte he ?

        1. हाँ अप्लाई कर सकते है, लेकिन भर्ती अधिसूचना को फॉलो जरुर करे.

  3. Madan Tyagi says:

    Isro me job pana mera bhi sapna hai. thanks apke is article se mujhe kafi help ki hai.

  4. Rajat Kawale says:

    Kya B.com students ISRO me job ke liye apply kar sakte hai?

    1. जी हां, बी.कॉम के छात्र भी इसरो में नौकरी के लिए Apply कर सकते है.

  5. sajar khan says:

    hello sir ..maine sociology se M.A kiya hua h kya mai uski m job k liye apply kr sakti hu..Or mujhe iske liye kya krna padega .
    kya percentage bi dekhte h

    1. Man Gupta says:

      Ha aap kuch pado ke liye apply kar sakte hai. ha competition ke samay percentage dekhe ja sakte hai.

  6. Testing me ho ta hai sayad CIPET walo Ka kab ata hai vacancy

    1. Vacancy कब आएगी, इसकी जानकारी पहले से किसी को नहीं होती है. आप Vacancy से संबंधित जानकारी के लिए सप्ताह में एक बार https://www.isro.gov.in/careers इस पेज को चेक करते रहे.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *