106 thoughts on “राशन कार्ड कैसे बनाये घर बैठे – Ration card banaye, details in Hindi

  1. Kya Government Job Valo ke liye bhi
    Ration card banaye ja rhe hai
    Mera matlab hai kya government job vale bhi ration card ke liye Apply kar skte hai

  2. Anonymous says:

    I think that Floyd has an edge over Conor as its
    49-o v/s 0-0.
    Thanks again.
    conor mcgregor vs floyd mayweather fight download

  3. Sir,
    My name is Anjana mehta.mera divorce ho chuka hai or mei beti ka birth certificate banana hai kya uske liye uske father ka name likhna jaruri hai.me uske father ka name nahi likhana chahati hu.agar jaruri ho to mere father ka name likhwa sakti hu kya????????

    Pls give me a answer

    1. Anjana Mehta Mam,
      Aapko aapke beti ke father ka nam likhna jaruri hai. fir bhi ham is problems ke bare me kisi bade adikari se bat jarur karenge, aur aapko avshya batayenge. aap hame sirf 2 din ka samay dijiye.

    2. Hamne aapki prob ke bare district adhikari se bhi bat kiya. aapko aapke beti ke pita ka nam likhna jaruri hai.

      1. शानती रेवाभाई सुथार says:

        रासनकाड नाम बदलवा हे रेवादला सुथार नाम कमीनो दाखलो आपया ने 4साल थईगया से नवु नाम ऊमेरवा वीनती

  4. Anonymous says:

    Aap ne sabhi city ki online link nahi di

    1. Bhai har cityke liye state government alag alag website nahi bana sakta hai. Aapko kis state ki link chahiye.

  5. हेल्लो सर मुझे अपना राशन कार्ड में एक मेम्बर का नाम जुड़ाने के लिए अप्लाई किया था उस को क़रीब 1 महीने और 15 दिन के लगभग होगया फिर भी नाम नही जुड़ा मै क्या करू मेरे मोबाइल नंबर 9784903638

    1. Ambikesh Patel says:

      Please sir ek baar mujhse baat to Kar lijiye mera number 6 267614003

      1. हाँ बोलो Ambikesh जी.. यहीं पे अपना सवाल लिखे..

  6. हेल्लो सर मै राजस्थान दौसा जिला सिकंदरा का रहने वाला हु सर मने अपने राशन कार्ड मे नाम जुड़वाया था वो अभी तक नही जोड़ा हैं और इस बात को करीब 1 महीना और 15 दिन होगया ऐसा क्यों सर ??????? मेरा फोन नंबर 9784903638

    1. Dinesh ji, aapne yah procces online ki thi ya offline. plz bataiye ham aapki jarur help karenge.

  7. hamara rashan card kho gya h to dusra banane ke liye kya karna hoga?

    1. Vahid ji, aapko naya ration banane ki koi jarurat nahi hai, aapke pas yadi aapka ration number ya ration zerox hogi to us aadhaar par aapka ration card ban jaayega.

  8. Mahendra Kumar says:

    nice article thanks for sharing so valuable information.

  9. dinesh kumar says:

    मुझे अपना राशन कार्ड बनवाना है कृपया बताएं की आवेदन कैसे कर सकता हूँ l

    1. आप अपने राज्य की वेबसाइट पर जाके आवेदन कर सकते है, या फिर अपने सिटी के तहसील या उस सरकारी कार्यालय में जाए जहाँ राशन कार्ड बनाया जाता है.

  10. dinesh kumar raj says:

    sir mai online ration card kaise kar re places help me
    website kiya hai online ration card karne ka

    1. आप जिस स्टेट में रहते है उस स्टेट के वेबसाइट पर जाए और आवेदन करे.

  11. sAttar kha says:

    bpl card online kaise bavna hoga sir pizz help me 8965894407

    1. आप अपने राज्य के राशन कार्ड वेबसाइट पर विजिट करे और वहा अप्लाई राशन कार्ड या मेक राशन कार्ड से रिलेटेड आप्शन ढूढे या अपने सिटी के राशन कार्ड सेंटर में जाए.

  12. jai prakash says:

    sir ji hame bhi rasan card ke leye applai karna hai

    1. Haa aap ration card ke bilkul apply kar sakte hai. Online offline dono tarike se

  13. Omprakash says:

    Hello sir,
    Mujhe apna rashan card khadya surkshya yojna se jodna h.kese jodu?

  14. Sir …hmara ration card 2000 Mai change ho gya tha means bpl se APL ho gya tha….hum ne uske Baad ration card nhi bnaya ..new rasan card bnane ke liye kya kre sir ..pls help us rasan card Mai mere dada ji b the ..unki ab death ho gyi …to unka b Naam katvana hai ……kya Kru time hai ni online krana hai btao sir …plzzz help …

    1. Aapko ration card correction karna hai. iske liye aapke city ke ration card center jaaye, yaa fir apne state ke ration card website pe jake aap ration card correction kar sakte hai.

  15. Hiii sir m rajasthan ki hu but mere husband gujrat k h or mera name vanha (gujrat) k ration card me add kse ho???…..or mera yha (rajasthan)k ration card me name h …..So corrections kru or process Kya hogi….

    1. Dont worry Anjali mam,
      aapko sirf ration card correction karna hai. aap iski process online ya apne city ke ration center se kar sakte hai.

      1. agar purane rashan card me name nahi hai to?

        1. उसमे करेक्शन कीजिये और नाम ऐड कीजिये.. आर्टिकल में दिए हुए डॉक्यूमेंट लेकर अपने सिटी के राशन कार्ड सेंटर में जाए.. वहां आपका काम हो जाएगा..

          1. Ration Card banvana hai kaise banwaye uske liye kya karna chahie kya Banna chahie mera naam hai Jitendra meri patni ka naam hai Suman online ration Card banvana hai ham bahut Garib aadami hai Noida mein rahti hai majduri karte Hainkirae per rahti hai sar Kamra le Rakha hai humne kirae jata hai rent ka 2000 rupaye mahine se ham bahut pareshan aadami mar ration card banvae

          2. सबका राशन कार्ड बनता है, आपका भी बन जाएगा. अगर आप ऑफलाइन राशन कार्ड बनाना चाहते है तो आपको अपने सिटी के उस जगह जाना होगा जहा राशन कार्ड बनाए जाते है. अगर आप ऑनलाइन राशन कार्ड बनाना चाहते है तो दिल्ली के राशन कार्ड वेबसाइट पर जाकर देख सकते है.

          3. Nandu kumar says:

            नमस्ते सर जी, मैं अपने मां के नाम से राशनकार्ड आप्लाई 2017 में किया था लेकिन अब तक नहीं आया ‌। स्टेटस चेक करने पर बताता है कि “आवेदन मौजूद नही पाया गया” कृपया सर जी बताये क्या करें ?

          4. शायद कुछ मिस्टेक की वजह से आपका आवेदन स्वीकार नहीं किया गया हो, आप फिर से try करे.

  16. ram avatar says:

    Sir maharashtra ke portal online new ration card banane athva nam jodne ki suvidha nahi dikh rahi to ise online kaise avedan kare

    1. Ram Avtar ji.
      Toll Free HelpLine No: 1800-22-4950/1967

      is number pe puch ke dekhiye. yaa fir aap apne city ke ration card center se kar lijiye. shayad website me kuch work chal raha hai open bhi nahi ho rahi hai.

  17. Ravi yadav says:

    User name or password kya daale
    Please past comment

    1. नया अकाउंट बना रहे हो तो अपना name और नामा username दर्ज करे.

  18. Rahul Sahani says:

    Mera name Rahul Sahani hai .mai ek ration card bnwana chahta hu . sir mujhe iske liye kya karna hoga . kya mai online banwa sakta hu

    1. हां राहुल जी. आप अपने राज्य के राशन कार्ड वेबसाइट पर जाके बना सकते है.

  19. anwar husain says:

    Sir mera na anwer husain mp se hu mene lok seva guarnti me 3 se 4 bar tray kra par kuch bhi risult nahi mila me kya karu koi kehta he aap nagar palika jao to koi kehta he loce seva me jao sabhi jagha gaya par koi risult nahi mila esa kya aap sahi jankari bata sakte ho to pleas i help bahut majburi ka samna karna pad raha he kiraye ka makan he pleas sir aap kuch kar sakte hoto pleas jaldi karo
    i bless you

    1. Itni pareshani kyo.. apne sabhi document lekar ration card center jao. yaa fir apne rajy ke website se banalo.

  20. Ajay gautam says:

    Sir main ajay gautam Gwalior se hu sir name rasan card banwana hai koi bhi nhi banata hai ulta commission baagte hai rasan card banawaneka ghar main 5 log rehte hai bas sir help kijiye rasan card banwane ke liye

    1. आप अपने राज्य के राशन कार्ड वेबसाइट पर जाए और नया राशन कार बनाने के लिए अप्लाई करे. उस वेबसाइट पर शिकायत नंबर भी है जो पैसे मांगते है उनकी शिकायत करे.

  21. Vishal giri says:

    Ham utter Pradesh hai. Ham nalagarh(Himachal Pradesh) m 10 years se rahe h to ab Hamara Rashan card ban jayega kya meri ma ke name pr esa ho skta h

    1. जी बन सकता है. इसके लिए नजदीकी राशन कार्ड सेण्टर में जाए.

  22. Vishal giri says:

    Eske liye hame kya krna hoga

  23. Ganpat singh lodha says:

    sir me meri panchayet de dusri panchayat me ja raha hu to kya mujhe new rasan card banwana padega?
    pl z conform
    my mob. no.9829899820

  24. Sir mere sasurji police me hai or mere husband kuch nhi karte mere ghar wale Hume koi kharch nhi dete lakin hum ek hi ghar me rahte hai or me school me teaching karti hu kya humara bpl kard ban sakta hai

    1. BPL राशन नहीं बन पायेगा. अगर आप साबित कर देते हो की आप अपने ससुर जी से अलग रहते है और आप प्राइवेट जॉब करते हो तो शायद बन पाए. अधिक जानकारी के लिए अपने सिटी के राशन कार्ड सेंटर में जाए.

  25. Sir
    Muje rashen card banana h to Kay kare is k liy

    1. इसके लिए 2 तरीके है. ऑफलाइन एवं ऑनलाइन. आपको जो अच्चा लगे. ऑनलाइन बनाने के लिए अपने राज्य के राशन कार्ड वेबसाइट से बना सकते है और ऑफलाइन बनाने के लिए अपने सिटी के राशन कार्ड सेण्टर में डाक्यूमेंट्स लेकर जाना होगा.

  26. Manoj Kumar tudu says:

    मेरा राशन कार्ड नही है मुझे ना तो राशन मिलता है ना किराशन मिलता है हम गरीबी रेखा से निचे है

    1. Aap Ration kyo nahi bana lete. apne city ke ration card center me jarruri document lekar jaaye aur bana le.

  27. Sir agar hm rashan card banwana chahe to sirf mera bnega ya meri family aur bachhe ka bhi banega uska bhi koi proof lagega

    1. आप पुरे फॅमिली का नाम ऐड कर सकते हो. आर्टिकल में डॉक्यूमेंट दिए हुए है. बच्चो के कोई भी डॉक्यूमेंट जोड़ सकते है, जो है वो.

  28. We’re a group of volunteers and starting a nnew scheme in our community.
    Your web site provided us with valuable information tto work on. You’ve done an impressive job and our whole community wiol be thankful
    to you.

  29. salman ansari says:

    dear sir namaskaar me salman ansari bolra hu mera jabaab jaroor dijiyega me bohot paresaan hu rasankard ke liye ham seher me rehte hai mere papa mammi sister or meri wife ab me alag gav me reh raha hu me apna name katwake yaha gav me darj karne ke liye de diya hu gram panchayat me or waha mere papa ka rasankard tha bpl kard me yaha banbana chahta hu rasancard mene baha ke rasankard se name bhi kataliya hai leki yaha mere papa ki jameen hai to me to umse samband nahi rakhta meri bofe bachcha or me apna rasankard banwana chahte hai lekin papa ki yaha jameen hai to kya nahi banega sir mere jabaab jaroor dijiye rasta batae 2mahime se ghoom ra su

    1. Aapka ration card ban jaayega. aap apne city ke ration card center me jaaye. aapko iski sabhi process batai jaayegi.

      1. Sandip yadav says:

        Sir mera rashan card me name hai jo meri dadi ke name se hai jo death kar gai hai 2 year phle ,ab mai apne father ke name se karana chahta hu to kya aisa ho sakta, abhi bhi rashan milta hai dadi ke name se hi,

        1. हां उसमे करेक्शन किया जा सकता है.

  30. Hello sir I am visually handicap hu 75%ka mera card bna hua hai kya me BPL card ke liye apply kar sakti hu mujhe pura proses btaye. Thanks

  31. Sir hum sure nahi hai ap ek bar pura prosess bta do. Thanks

    1. आप अपने सभी आवश्यक दस्तावेज लेकर अपने सिटी के राशन कार्ड सेंटर में जाए और BPL कार्ड के लिए अप्लाई करे. आपको वहा पर इसके बारे और भी जानकारी प्राप्त होगी.

  32. Sir Apne Article me Bahut Useful jankari Share Ki Hai mene Mobileslatest aur apki Site me jakar is Article ko Padha Apne Online Ration Card Banane ke liye Best jankari Provide ki hai. Yah Information Mere Liye Bahut Helpful Rhi Thank You.

  33. Sir , hamare pas 2.2 hectare jamin he to kya
    BPL cart ban sakta he kya

        1. जी मुस्किल है.. लेकिन आप अप्लाई करके देखिये, यदि हो जाए तो.

  34. onlinehelp2019 says:

    Very nice & useful post

  35. Toshan lal Kushwaha says:

    अभी तक राशन कार्ड नही बना है मेरा

    जिनकी शादी मेरे बाद हुई है आज उनके पास राशन कार्ड बना दिया गया है लेकिन ऐसा क्यो हो रहा है
    जिनके 4/2 लडके है उनके तो सब के नाम है राशन कार्ड पर
    ऐसी कूटनीति राजनीति क्यो मोदी जी के राज मे

    1. सबका राशन कार्ड बनता है. आप अपने सिटी के तहसील कार्यालय में यानी जिस जगह राशन कार्ड का काम होता है उस जगह जाकर राशन कार्ड के लिए आवेदन करे.

  36. Baby jakhar says:

    Sir jamsa rasan card nhi Mila hai to hama kiya Karna hoga

    1. आप जरुरी दस्तावेज लेकर अपने सिटी के राशन कार्ड सेंटर जाए और अप्लाई करे.

  37. Baby jakhar says:

    Sir hum lol Mobile Sa rasancard nhi Bana sakta hai Kiyu Ki hamara pati bahar gari chalata hai

    1. ऐसा नहीं है, राशनकार्ड सभी बना सकते है.

      1. Kiran bevi says:

        बीपीएल राशन कार्ड बनाना है

        1. बीपीएल राशन कार्ड के लिए गाव के पंचायत से ही आवेदन किया जाता है.

  38. Mohd Saqib says:

    Sir mere dad ke paas ration card tha
    Jo ki online nhi h
    Bahut pahle bana tha ab usse wo ration nhi late the
    10-15 saal ho gya hoga
    Ab hame new ration card banana h kaise banega
    Sara kaam dobara karna padega ya pahle wala kuchh kaam aayega

    1. पुराने राशन कार्ड से नया राशन कार्ड बन सकता है, इसके लिए कुछ नए दस्तावेजो की जरुरत पड सकती है. अधिक जानकारी अपने गाव के कोटेदार से प्राप्त की जा सकती है या अपने सिटी के राशन कार्ड सेण्टर पर जाकर पूछताछ कर सकते है.

  39. Sir mari mammy ka rasne card nhi ham chaltbh ki hamr rasne ban jaye

    1. सबका राशन कार्ड बन सकता है, आप भी बना सकते है. इसके लिए बेस्ट तरीका है कि आप अपने सिटी के राशन कार्ड सेण्टर जाकर राशन कार्ड के लिए अप्लाई करे.

  40. Shila devi says:

    Khairamat k bela jaynagar madhubani bihar

      1. शानती रेवाभाई सुथार says:

        रासनकाड नबर 102009003469429 नवु नाम बदलवा वीनती फोन नबर 735956XXXX

  41. शानती रेवाभाई सुथार says:

    मे ने बहोत धका खाया मगर अधेरी नगरी हे डीसा कोई नही सुनता हे

  42. Rasncad banana hai bataiye banega ke Nahi bataiye keya kare bataiye mai Ramdhari singh Shyam ji dhumadand shalhenipara post govindpur thana chandavrad jila SURAJPUR chhattisgarh ka hun

    1. फिलहाल तो Chhattisgarh ration card online नहीं बनेगा, आपको ऑफलाइन ही बनाना होगा.

  43. Mera radan card hai 5 mahine pahle bnwaya hai, kya lal card bn sakta hai, agr lal card bnwana ho to kya karu

    1. फिलहाल तो नहीं बना सकते है. आप 6-7 महीनो के बाद try करे, शायद बन जाए..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *