85 thoughts on “Bank Me PO Kaise Bane | बैंक PO बनने के लिए क्या करे? बैंक पीओ की तैयारी

  1. iske liye 10th, 12th aur college me kitna percent chahiye ya isme percent ka koi roll nahi hota ?

  2. par kai aarticle me to college me 55 percent chahiye, aisa likha hai.

    1. हां अभी जरुरी है.. हम जल्द ही जानकारी Update कर देंगे..

  3. aur jis naukari me gradution mangta hai usme 10th aur 12th ka percent bhi dekha jata hai kya?ya nahi?

  4. kaun kaun ji jagho par ?

  5. SI aur bank po aur state PSC aur civil service exam me 10th aur 12th ka marks mayne rakhta hai ki nahi ?ya sirf graduation ka marks mayne rakhta hai ?

  6. mera 12th me 47 percent hai.kya isse kuchh fark padega.mai chhattisgarh se hu.

  7. aur chhattisgarh me patwari banane ke liye 12th class me minimum marks ka jarurat hota hai ki nahi? ya sirf exam clear karake patwari ban sakate hai ?

    1. उम्मीदवार 12 वीं पास और कंप्यूटर डिप्लोमा होना चाहिए. minimum marks की कोई शर्त नहीं है फ़िलहाल..

      1. Sir mai IA ki hui hu or DCA bhi to mujhe bank me kon sa job mil sakte hai agar ha to mera kisi bank me job laga dijiye please sir bahut jaruri job mujhe bhaiya please

  8. matlab ki 12th me 33 percent ke sath pass hone wala student bhi patwari ban sakta hai ?

  9. bhai chhattisgarh me 12th pass hone ke liye minimum 33 percent lagta hai. JABRAN KA HOSHIYARI MAT MARA KARO.pahale pura information pata kar liya karo.

  10. Abhishek जी इस तरह के निगेटिव इस वेबसाइट पर अलाव नहीं है..फिर से इस तरह के कमेंट ना करे.. अगर सलाह देना चाहते हो तो अच्छी सलाह दे..

  11. sir, NCC ke bare me pura information dijiye.

  12. sir,aarticke post kijiye.

    1. किस तरह का आर्टिकल पोस्ट करना है.. आर्टिकल की टाइटल – हैडिंग बताये..

  13. sir, mera 10th class me 70 percent aur 12th class me 46 percent hai. To main kaun kaun se job ke liye apply kar sakta hu ?

    1. आप बहुत से जॉब के लिए अप्लाई कर सकते है लेकिन कुछ बेस्ट जॉब लिस्ट निचे दे रहे है..
      .
      12वी के बाद एयरफोर्स में नौकरी कैसे पाए जाने यहाँ
      12वी के बाद नेवी में नौकरी कैसे पाए जाने यहाँ
      12वी के बाद CID में नौकरी कैसे पाए जाने यहाँ
      12वी के बाद पटवारी की नौकरी कैसे पाए जाने यहाँ
      .
      इनके अलावा आप बहुत से जॉब्स के लिए अप्लाई कर सकते है..जल्द ही हम इसके बारे में पोस्ट प्रकाशित करेंगे..

  14. par sir in job me to 12th class me 50 percent jaruri hai. jabki mera to 12th class me 46 percent hai .

    1. माफ़ कीजिये ध्यान नहीं था.. आपके सिर्फ 46 परसेंटेज ही है.. आपको अच्छे जॉब के लिए ग्रजुशन ही पूरा करना होगा और ग्रजुशन अच्छे अंकों के साथ पास होना होगा..

  15. phir bhi main kaun kaun se job ke liye eligible hu ?

  16. Ashutosh Anand says:

    Dhanyavad sir Hum Bank PO ke baare mein Bahut pehle se search kar rahe the lekin sir bahut Dino Ke Baad aaj mujhe aapka website link Pata Chala aur main aapke website ko open karke Main Apne job Jo Mai Banna chahta hun Uske baare mein dekhta hoon Dhanyavad sir

    1. हमारे वेबसाइट पर आते रहे Ashutosh Anand जी और इस वेबसाइट के बारे में अपने दोस्तों को भी जरुर बताये..

  17. sir PO job ke liye graduation me kun se streem best h BA/ Bcom / bsc
    vaise muje pata h koi bi streem honi chaiye

    1. Kisi bhi stream graduation kar sakte ho. aisi koi shart nahi hai. agar aap b.com ya bsc karte ho to aage ke liye kai job ke raste khul jate hai.

  18. ok sir to Mai bcom se graduation kr sakta hu to usme kun kun subject best rahege

    1. आप अपने इंटरेस्ट के अनुसार चुने..इसमें कोई शर्त नहीं है..

  19. hello sir Maine abi 12 pcm se pass out Kiya h Mai bank PO ki tayari krna chahta hu to Mai graduation me kun se streem best rahegi vase to muje pta h graduate ho chaiye koi be streem se but best kun h BA ya bcom ya fr bsc

  20. Moolchand says:

    Sir ji bank po me rkcl jaruri h k

  21. Sir bank me clark ki post mil jaye to fir po banane ke liye kya karna hota h

    1. हमारी जानकारी के अनुसार आपको Bank PO की तैयारी करनी चाहिए.. क्योंकि क्लर्क के बाद कैशियर बना जा सकता है Bank PO नहीं.. दोनों अलग पोस्ट है, दोनों के एग्जाम भी अलग होते है.. फिर भी आप कन्फोर्मेशन के लिए कही ओर से पता कर सकते है..

  22. bank me promotion kese hota h iske liye kya karna hota h

    1. यह job के सर्विस और आपके एजुकेशन के ऊपर निर्भर करता है..

  23. Useful Bank PO Preparation Tips for students who want to jobisearch in Government Bank Sector. Such a great article. Thanks sir. Keep it up.

      1. Thank you so much for this useful information. Students have a lot of opportunities in banking field jobisearch. These tips will help them a lot.

  24. Karmveerchaudhary says:

    Arts streem wale bhi apply kr skte hai

    1. जी हां art stream वाले भी बैंक पीओ के लिए अप्लाई कर सकते है.

  25. Bank job ke preparation ke liye kon sa book best h ?

    1. हर अलग जॉब के लिए अलग अलग बुक्स की पढाई करनी चाहिए, आप किस जॉब के लिए अप्लाई करना चाहते है, वैसे बिना कोचिंग के बैंकिंग पढाई करना आसान काम नहीं होगा.

  26. Sachin chauhan says:

    Sir ager graduation open board se kre koi to wo po k liye apply kr skta h plZ tell me ans

    1. हां. बस वो मान्यताप्राप्त विश्वविद्यालय होना चाहिए.

  27. md iliyas says:

    Sir mera 10th me gresing mark hai or mai b com kar liya hai bank po me koi dikkat interview me y as selection me

    1. कोई दिक्कत नहीं होगी.. आपको सब क्लियर करके बताना होगा. क्या आप बैंक पीओ परीक्षा पास हो गए..

  28. md iliyas says:

    Bank po ki taiyari abhi karte hai 10th me gresing mark pass hai I com or b com clear hai document verification me koi dikkat

    1. डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन में कोई दिक्कत नहीं होगी.

    1. इस वेबसाइट के बारे में अपने दोस्तों को जरुर बताये..

  29. md iliyas says:

    February se to cet lagu hoga na to bank pt ka exam to nahi hoga sir

    1. हां ये FEB से होगा, लेकिन मैन एग्जाम और इंटरव्यू तो होगी ही.

  30. md iliyas says:

    Jai se abhi bank ka vacancies ata hai vaisi vacancies ayega na

  31. howtodowork.com says:

    good information
    keep working continue sir

  32. Gyan kumar says:

    Sir mera b.com private pass kiya hu 42% bana kiya bank po salrtion me dikat ayega kiya

      1. Gyan kumar says:

        Salation hone ke badd koi problam to nai ayega

  33. Gyan kumar says:

    B.com 42% bana hai our private kiya hu

  34. Sir mai b.sc. se padhai kru to ham bank po ka form bhar sakte hai

    1. हां जी, BSC वाले भी बैंक PO के लिए अप्लाई कर सकते है.

      1. Esme bsc. Bhi 60 % se honi chahiye jaruri h kya

        1. जीं नहीं, 55 प्रतिशत वाले भी अप्लाई कर सकते है.

  35. Ritikesh kumar says:

    Sir mera 10th me 49% aur 12th me 71% hai aur arts stream se hai to kya me bank po ban Sakta Hun

    1. हां इसके लिए ग्रेजुएट जरुरी है.

  36. Sir bank po ke lie graduation k baad bank exam jo hoga uske base p job milegi ya graduation result pe milti h???

  37. Beauty Singh says:

    Sir me bcom kr rhi hu Kya bcom complete krne ke bad bank po ka form apply kr skti hu

    1. हां जी, बीकॉम के बाद, बैंक पीओ के लिए आवेदन कर सकते है.

  38. Helo sir
    I self Rudra kumar
    From piska nagri
    About po more information

  39. Geeta shah says:

    Nice sir aap hme ese jankari dete rhe

  40. Geeta shah says:

    Sir m bA Kr rhi hu or economic se kyaa m kyaa m bank Ka form bhr skti hu..

    1. हाँ BA के बाद, आप बैंक क्लर्क और बैंक पीओ के लिए फॉर्म भर सकती है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *