26 thoughts on “10 वीं के बाद नेवी में नौकरी | 10th ke bad navy me naukri kaise paye?

  1. Gaurav Devgauda says:

    Bahut hi upyogi jankari, mujhe bhi pata nahi tha ki “10th pass navy bharti” hoti hai. yah post share karne ke liye dhanywad.

  2. अगर कोई एक subject me fail hai to

    1. नहीं sir, सभी सब्जेक्ट में पास होना चाहिए. जो सब्जेक्ट फेल है, उसे पास करके अप्लाई कर सकते है.

      1. Sir female ke liye 12th ke baad kya Karna padega

  3. Toyaj sahu says:

    i like your information.

  4. Niranjan Kumar says:

    Sar main Indian Navy tradesman ki taiyari karna chahta hun
    Sir main Bihar board 10th pass hu
    Sar kaun si book Padhne se Indian tradesman ki taiyari acchi hogi
    Sir Iska form kab nikalta hai .
    Main English mein normal hun.

    1. इसके लिए आप गूगल में “navy tradesman book” ऐसे लिखकर सर्च करे. संबंधित जानकारी मिल जायेगी.

  5. Ashish Sharma says:

    10th ke baad konsi subject lena hai nevi job ke liye

  6. Vivek Prajapati says:

    Sar mai bhi 10th pass hu
    Lakin meri umra 16 saal hai
    Kya kru please reply

    1. आप आगे पढ़ सकते है, आप 11 वीं की पढाई PCM से करे, अधिक पढाई करने वालों को प्राथमिकता दी जाती है.

  7. Rahul Kumar says:

    exam kais hota hai es me sir

    1. हर अलग पोस्ट के लिए अलग टेस्ट होता है, आप किस पोस्ट के बारे में पूछ रहे है.

  8. Durgesh Banshal says:

    Sir isme kya karna padta hai

    1. जब नेवी में 10th पास के लिए VACANCY निकले तब अप्लाई करना है..

  9. Ayushman mishra says:

    Sir 10th bad karne me aur 12th bad karne me kya fark haii. Kon jyada important haii.

  10. Birjesh Kumar says:

    Sir age kitni honi chahiye Meri 14 saal h mene 10th kar Lita to KY me form bhar sakti hu

    1. नहीं, इसके लिए आपकी आयु 17 वर्ष पूरी होनी चाहिए.

  11. Thanks for advicing sir I have pass 10th class and I have interested to join indian navy.

  12. Vikram Kumar says:

    Sar main bhi 10th pass hun aur Mujhe Indian Navy join karni hai aur Mujhe civilian motor Chalak banna hai aur Mein Sar kaun sa book padhe

    1. आप Navy recruitment exam book का अध्ययन कर सकते है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *