11 thoughts on “EPF Balance Kaise Check Kare – पीएफ बैलेंस कैसे चेक करे ?

  1. Bhai Mai abhi apna UAN. Activet Kiya par or paswrd bhi a Gaya par login Kar Raha hu to UAN username not available bata Raha hai aysa kyu

    1. कभी कभी ऐसा होता है सर्वर की वजह से, आप कुछ देर बाद या दुसरे दिन प्रयास करे.

  2. Manohar lal regar says:

    sir sms me EPFHO UAN ENG type karna h ya Uan No jese 101268555478 ENG type karna hai
    plz help me

    1. EPFOHO UAN ENG टाइप कर 7738299899 पर भेजना होगा

      EPFOHO 101268555478 ENG ऐसे लिख कर 7738299899 इस नंबर पर भेजना होगा.

  3. Ranjan devi says:

    Sir mera . UAN. No mil jayega plz

    1. अगर आपके PF खाते में आपका मोबाइल नंबर ADD है तों मिल जाएगा. या आप अपने Salary स्लिप में देखे. अधिकांश में वहां लिखा हुआ होता है.

  4. Rajesh Das says:

    Sir ji, mere ko uan no nahi pta hai. aur pahle wale mobail nambar vi nahi hai.
    Kaise pata kare sir ji bailenc cheek ke liye.

    1. आपको नया मोबाइल नंबर ऐड करना होगा.

  5. Rupendra singh says:

    Sir mere pas PF no. H lekin mob no. Add tha bo ni h balance kaise pata kare

    1. Aapke pas uan number hoga, usase kariye chek.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *