50 thoughts on “12 वी के बाद नेवी में जॉब-नौकरी कैसे पाए | How to Get Jobs in Navy after 12th

  1. SURAJ SAROJ says:

    Mera 10th ki class may 76. 883% marks and 12th ki class may 53% marks hai kay may Indian navy ka from applai kar sakta ho

    1. हां आप अप्लाई कर सकते है, लेकिन आपको विज्ञापन में प्रदर्शित अधिसूचना के अनुसार ही अप्लाई करना चाहिए.

      1. Sikkandar says:

        Sir mera pass ek call aaya tha vo bhi navy joined ke liye indeed app se navy apply ke liye apana Number dala tha kya is tarah se phone calls ke dwara navy me ja sakta hu..
        Us fir wrong calls tha..
        Please sir confirm kare main suspicion me hu..

        1. ऐसे किसी फ़ालतू कॉल्स के चक्कर के ना जाए, अधिकतर फ्रॉड ही होते है..

  2. Sikkandar says:

    Sir mera name sikandar hai aur mai 12th aur i.t.i pass hu mera age 22year hai
    Kya mai navy me ja sakta hu..
    Please sir Post ka nam bataye aur selection process bhi bataye thank you sir

    1. आप 12 वी कक्षा किस सब्जेक्ट में पास है.. यह बताये..

  3. rahul himanshu says:

    sir mein navy main commander banana chahatg hu . neri age 19 years hai kya mein ban sakta hoon aap iske bare main bhi bataye please !

    1. राहुल जी, आपकी पढाई कितनी हुई है..

      1. rahul himanshu says:

        sir 2nd year main ho
        on ( math ph
        isicas chemistry )

        1. ओके ग्रेजुशन के बाद आप अप्लाई कर पाओगे..

  4. manish kumar says:

    agar 5.6 feet hight ho to

  5. Mohit shrivastav says:

    Sir mere paas 12 th main biology hai main navy SSR or AA main apply kr skta hu ya nhi

    1. Anupama Rajput says:

      Candidate must have a qualified in 10+2 examination with Maths & Physics and at least one of the following subjects Chemistry/Biology/Computer science.

  6. Rohit gour says:

    Rohit gour 12th baylogi kitni parsentes chaeye or konsi braches he
    Hamari 52parsentes he fom dale to konsi brach me dal jaye ga or hame jankari kese mile gi

    1. Rohit जी Biology वाले नेवी में मेडिकल फील्ड में जा सकते है.

      1. Purushottam Kumar says:

        Sir hmm 12th pass hai aur abhi ba part1 exam bhi de chukke hai. 12th me subject biology tha . 10th tak Cbse board me aur 12th me Bihar board usme bhi English me he Likhe hai

        1. Purushottam जी, नेवी के लिए Mathematics & Physics subjects जरुरी है.

          1. Chanchal sahu says:

            Sir m neavy me join kaise kr skti hu? Maine 12th , 78.8% se 2019 me pass kiya h science ( maths )subject se . Kya m neavy join KR skti hu?

  7. Radha kumari says:

    Sir main 12th pcm se pass hoon .kya main join Kar Sakti hoon

    1. हां, लेकिन सिर्फ ग्रेजुएशन के बाद..

  8. रंजना कूमारी says:

    नमस्ते रंजना कुमारी कुढालबी जिला गाजीपुर मे एक प्राइवेट कम्पनी तलाश मे हू

  9. Hello sir.mera Naam Hitanshi he.me Abhi 12th-A me hu.
    Kya me 12th ke turant Baad nevy ke liye applye kar shkti hu?Aur agar karshakti hu to iski prosse kya hogi?
    Aur NDA karnese usme koi fayda hoga?

    1. NDA के तहत केवल पुरुष ही नेवी में जा सकते है और महिलाएं Graduation के बाद ही नेवी में जा सकते है.

  10. सटीक रूप से नहीं बताया जा सकता है, लेकिन जनवरी तक notification आ सकते है

  11. आपने सायंस में 12वीं कौनसे विषयों से की है?

  12. Anant yadav says:

    Mai 12th art se pass keya hu, navy ke leye apply kar sakta hu

    1. जी नहीं.. इसके लिए PCM जरुरी है.

  13. Aman saiani says:

    Hello sir ,mera naam aman kumar (saini) hai . Mai 10th class mai 81.5%mark hasil kiya hu.
    Aur 12th mai 72.8% mark hasil kiya hu .
    Aur mai indian navy ka 1year ka course bhi kiya hu surat seminaar se. Maine 2 se 3baar navy ka form apply kar chuka hu par abhi tak koi answer nahi aaya ..

    1. आपने 12वीं किस फैकल्टी से की है?

  14. Sir Mene 12th PCB
    Se ki he 57÷he navy me Jane me liye kya Kru
    DOB=15/7/199

    1. वैसे तो Navy में PCM वाले ही जा सकते है लेकिन यदि आप PCB से आगे मेडिकल फिल्ड में जाते है तो आप Navy में एंट्री कर सकते है. अधिक जानकारी के लिए आप यहां क्लिक करे.

  15. Vidyavrat says:

    Sir iska form kaise bhre iska link kaha hota hai
    Kya sarkari rusalt pe aata hai

    1. जब वैकेंसी निकलती है, तब इसके फॉर्म भरने की लिंक मिलती है.

  16. ujjwal kumar says:

    sir navy me kaise jaye

    1. 12th pcm से पास करे, NDA की तैयारी करे, उसके बाद Vacancy निकलने पर नौकरी के लिए अप्लाई करे.

  17. Patil tejaswini gopal says:

    Hlo sir my name is tejaswini patil
    I am 2nd year of BMS In commerce field after completing my graduation can I join indian navy or not
    Yes then what the process plzz tell me

  18. commerce student girls kya nevi me apply kar sahti hai

  19. Vinod jejurakar says:

    Sir maz bsc industrial science jhal ahe ycm madhun ani tsch 12th sci pn ahe pn 12th madhe maza math sub nhi ye tr mi aaplya kru shkto ka

    1. Vinay Sharma says:

      इंडियन नेवी करीता मैथ्स खुप आवशयक विषय आहे.

  20. Nitesh Singh says:

    Sir may 10 ke baad navy ka form bhar sakta hu Kya plz tell me

  21. ujjwal kumar says:

    sir may 12th 79% hu pcm aur height 5feet 1inch hai kya mai ja sakta hu.plzz tell me.

    1. Surendra Thakur says:

      नहीं, आपकी नेवी के लिए हाइट कम है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *