22 thoughts on “सेना में करियर कैसे बनाये – Sena me career kaise banaye tips in Hindi

  1. Kamlesh Kumar says:

    Mujhe sena me career banana hai. mai desh ki sewa karta chahta hu. I love my country.

  2. hello sir mai kaushal mai 12th art strim se pass ho aur parcentej 53.4 hai aur sir maine NDA ii 2019 me army post ke liye apply kiya hai to sir mera admit card aayga

    1. हां आपका एडमिट कार्ड आएगा. आर्ट वाले आर्मी के लिए आवेदन कर सकते है.

  3. Hello sir mai kaushal sir indian army solder tredsman me mess keper post pe apply karne ke liye 8th ki marksheet pe kisi adhikari ke signture hona chaiye

    1. हां ज़ेरॉक्स कॉपी को अटेस्टेड करा लीजिये.

  4. Hello sir to 8th ki marksheet ko ateshted kha se karwaye sir

    1. कुछ लोगों कों ये अथोर्टी होती है कि वे दस्तावेजो attested कर सकते है. आप अपने गाव के सरपंच, नगराध्यक्ष से जाकर इसके बारे में पूछ सकते है कि आपके गाव में इसकी अथोर्टी किसके पास है.

  5. Hello sir mai 10th pass aur total parcentej mark 52.3 hai but mai maths subject me fell ho to kya mai army solder tredsman ka 10th level se apply kar sakta ho

    1. हां दसवीं पास आवेदन कर सकते है.

  6. Sir army gd me 12th pass ab apply nhi kar sakte kya

  7. Sir army gd ki qualifiction me badlao hua hai 2019 me

    1. नहीं ऐसा कुछ खास बदलाव नहीं हुआ है, 12वीं पास इसके लिए योग्य है.

  8. Sir meri 8th ki marksheet pe pradhana charya ke sine aur mohar lgi hai to tredsman ka apply ho jayga na sir aur apply karne ke liye kya 8th ka roll no chahiya hota hai kya

    1. हां अप्लाई हो जाएगा. रोल नंबर जरुरी नहीं.

  9. Kanpur nagar 2019 me army rally ki date kya hai

    1. इसकी जानकारी आप गूगल में सर्च करके प्राप्त कर सकते है.

  10. Hello sir NDA ki ssb me kya pocha jata hai aur ssb kya sir hindi layngvej me de sakte hai

    1. सेना से जुड़े तथा जनरली सवाल पूछे जाते है, हां दे सकते है.

  11. Hello sir 10th me agar ek subject me fell walo ka navy mr ka admitcard kya aata hai

  12. Rohit kumar says:

    Sir mai rohit
    Mai ne art se 10 vi pass ki hai kya mai cisf ya bsf mai ja sakta hu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *