8 thoughts on “अपना भविष्य कैसे बनाए – How to make future in Hindi

  1. Sumita Devgauda says:

    आपके वेबसाइट के ज्यादातर आर्टिकल पढ़ती हूँ मै. भविष्य कैसे बनाये? यह आर्टिकल भी काफी मोटीवेशनल है.

  2. Pratham Agarwal says:

    Muhje mere future k liye bahut tension h ur soch ta bhi bhaut kuch hu pr ek design nahin le Pata hu i am very worried about my future plz sujjest me.. & help me???

    1. आपकी Age कितनी है? क्या आप abhi पढ़ रहे है?

  3. Khushi Kushwaha says:

    Main 12th pass out hun Lakin mein apni life mein bahut aage bardna chahti hun naam kamana chahti hun mein har Samay 1 acchi job ki Talash rahti hun jisse mein chota mota kaam karke apna kharcha khud utha sakun mujhe kisi pr depend na hona parde aur na hi mein kisi pr boj baannna chahti hun mujhe humesha apne career ki tension hoti hain kuch samj nahi aata jab mein kisi chote mote kaam se suruat karungi tabhi aage bard paungi lakin aaj tak mujhe moka nahi Mila………….please help me…….. Mujhe advise nahi…….. Mujhe kaam chaiye

    1. ख़ुशी जी.. हमारे इस वेबसाइट के लिए अभी लेखको की आवश्यकता है. अगर आप अच्छा लेखन कर सकती है तो आपको इस वेबसाइट पर एक लेखक के रूप में काम मिल सकता है.

  4. dear sir mai bhi ye work karna chahta hu.. plz advised me.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *